Main nay Perfect Money PayPal payza payoneer aur okpay pe account banaye aur PayPal aur payoneer k accounts Ko attach Kia to PayPal walon Ki mail I k hum attach nahin kar saktay sab accounts main kuch amount bheji hai ab sawal yeh k in account say Pakistan Mein paisay kis tarah hasil kar sakta hon? Kia payza okpay perfect Money Ko payoneer say attach Kia jaa sakta hai? Kia jaa sakta hai to kaisay? Payoneer ka Master Card meray pass active maujood hai... AAP Ki jawab ka muntazir
Ameer Khan
Bookmarks