Brothers Maaf ki Giye ga keh me agli class start nahin karraha us ki wajah yeh hai keh hamare ghar ke upper ak ghar hai wahan shaadi ho rahai hai to har waqat gane lagrahe hain iss liye main record nahin karpaya par main app se kehraha hoon keh yeh 3 claass main main app ko sab kuch sekha doonga app master ban jai ge bhaut bhaiypon ne kaha is website main likhe sakte hain brothers iss website main likhe bhi saktai hain aur colour bhi change kar sakte hain picture bhi add kar sakte hain forum bhi laga sakte hain aur file ya softwere ya kuch aur bhi add kar sakte hain aur html code bhi add kar sakte video bhi add kar sakte hain slideshow bhi add kar sakte hain google adsense bhi add kar saktee hain apni socila links bhi de sakte hai freedback bhi add karsakte hain page bhi hidden kar saktain hain aur saath hi saath main domain change karna bhi seekhain ga agr upgrade karen ge to aur feuters bhi add kar saktai hain sample ke tor par yeh website dekhen yeh maine khud banai hai http://pakistanzindahbad.weebly.com/
Bookmarks