Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 12 of 23

Thread: Kia Non Muslim Ko Salaam Kerna Chahiye?

  1. #1
    Join Date
    08 Jan 2008
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Posts
    1,861
    Threads
    86
    Thanked
    28

    Default Kia Non Muslim Ko Salaam Kerna Chahiye?



    MERA ek swaal hai sab say kay kia non-muslim ko salaam kerna chahiye?
    Aur Kia us kay Salaam ka javaab dena chahiye?

  2. #2
    Anas22 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th February 2012 @ 12:21 PM
    Join Date
    17 Jul 2008
    Age
    29
    Posts
    106
    Threads
    16
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Default

    Sorry I Dont Know But If Any One Knew It PLz Post Here But I Hope They Should Do Salam To Us And We Should Answer As Well.May Ty.

  3. #3
    Niqash's Avatar
    Niqash is offline Advance Member
    Last Online
    12th August 2021 @ 10:35 AM
    Join Date
    30 Jun 2008
    Posts
    4,569
    Threads
    160
    Credits
    58
    Thanked
    4

    Default

    Quote arabian said: View Post


    MERA ek swaal hai sab say kay kia non-muslim ko salaam kerna chahiye?
    Aur Kia us kay Salaam ka javaab dena chahiye?

    WSLM::

    Dear Member,,,

    agr aap apny sawal par gaor karin tu i think aap ko us ka jawab Mil jaye ga

    Salam ka Meaning kia hai pehly tu aap ye dekhin
    key jab 2 Muslims Miltey hain tu aik Dosrey par ALLAH ke Salamti bheejty hain

    Likin jo KHUDA ka hi Munkir ho us par Kaise Salamti un ke Liye tu KHUDA nee Quran pak main bar bar Kaha hai ke un ke liye Dozakh khalaq ki gai hai

    Agr koi Non-Muslim aap ko salam karta hai tu us ko Reply karney ke 2 Tareekey hain un ke jawab main ye kahein

    Alikum

    ya

    Alika keh sakty hain

    Likin Walikum ASSALAM nahi .....

    Baki Seniors ka wait kar lein

    shukriya


  4. #4
    Join Date
    04 Jan 2008
    Location
    The Dream World
    Age
    34
    Posts
    274
    Threads
    23
    Credits
    940
    Thanked: 1

    Default

    Quote arabian said: View Post


    MERA ek swaal hai sab say kay kia non-muslim ko salaam kerna chahiye?
    Aur Kia us kay Salaam ka javaab dena chahiye?
    Non muslim ko salam nahi karna chahiye agar wo salam karain to jawab may sirf Walikum Kehna chahiye


    ======================
    مبارک مجھے میری ویرانیاں ہیں
    =======================




    =======================




  5. #5
    Pyaar's Avatar
    Pyaar is offline Senior Member
    Last Online
    28th May 2018 @ 12:49 PM
    Join Date
    10 Oct 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    664
    Threads
    36
    Credits
    60
    Thanked
    4

    Default

    Assalam-o-Alykum !
    Dosto Non-Muslim k salam k jawab may ( walaykum ) tak kehna chahiya. Many Kisi say sona ta. Conform kar walay Thanks
    ((_l_)) HAFIZ
    Last edited by Pyaar; 16th January 2009 at 04:53 AM.

  6. #6
    daudpaki's Avatar
    daudpaki is offline Advance Member
    Last Online
    30th April 2023 @ 09:19 AM
    Join Date
    04 Oct 2007
    Location
    Lahore
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    1,281
    Threads
    59
    Credits
    128
    Thanked
    9

    Default

    sirf onhain kehna chahiay salaam. not k aslamo alaikam

  7. #7
    Join Date
    08 Jan 2008
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Posts
    1,861
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    28

    Default

    Quote truthfinder1 said: View Post
    Non muslim ko salam nahi karna chahiye agar wo salam karain to jawab may sirf Walikum Kehna chahiye
    aISA KYUN HAI? IS KI KOI WAJA

  8. #8
    taqi's Avatar
    taqi is offline Senior Member
    Last Online
    28th September 2018 @ 10:05 PM
    Join Date
    02 Aug 2008
    Location
    LAHORE
    Gender
    Male
    Posts
    738
    Threads
    154
    Credits
    144
    Thanked
    11

    Default

    Dr Zakir Naik Ki Speech K Mutabik Salam Karna B Chahiye Or Jawab Bi Dena Chahiye
    Believe! U Can...!!!

  9. #9
    Join Date
    08 Jan 2008
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Posts
    1,861
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    28

    Default

    Quote taqi said: View Post
    Dr Zakir Naik Ki Speech K Mutabik Salam Karna B Chahiye Or Jawab Bi Dena Chahiye

    yes ab ki baat sahi hai kyun k main nay ye speech sun ker hi say swaal pocha hai yahaan.

  10. #10
    Join Date
    17 Jul 2008
    Location
    Khatm-e-Nabuwwat
    Posts
    875
    Threads
    169
    Credits
    955
    Thanked
    33

    Default

    Quote arabian said: View Post
    aISA KYUN HAI? IS KI KOI WAJA
    jee assalamoalikum arb ka lafz hay jumla ismiya hay jo dua k mehal may istimal hote hay or is ka matlab hay k tum par salmati ho or kafir k laye dua karna jayz nahe sewaye hidayat k
    neez salam karnay may us ki tamzeem bhi hay or yeh jayz nahe

  11. #11
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Thanked
    0

    Default

    Asslama-o-alaikum

    agr koi non muslim aap ko Assalam-o-Alaikum kehta hai to aap usse sirf walaikum keh sakte hai .Or sahi yehi hai k aap unhe pehal karne ka moqa na dein .bulkey khud pehal kar k unhe Good Morning wagaiara keh dein .or agr wo pehle salam karein to pehla tareeqey (walaikum) par amal karein.

  12. #12
    Join Date
    08 Jan 2008
    Location
    ISLAMABAD
    Age
    37
    Posts
    1,861
    Threads
    86
    Credits
    0
    Thanked
    28

    Default

    Quote Shan Aslam said: View Post
    Asslama-o-alaikum

    agr koi non muslim aap ko Assalam-o-Alaikum kehta hai to aap usse sirf walaikum keh sakte hai .Or sahi yehi hai k aap unhe pehal karne ka moqa na dein .bulkey khud pehal kar k unhe Good Morning wagaiara keh dein .or agr wo pehle salam karein to pehla tareeqey (walaikum) par amal karein.
    walakum khena kia kisi hadees say sabit hai ?

Page 1 of 2 12 LastLast

Similar Threads

  1. salaam o alikum...must read every muslim please
    By naeemprince in forum Baat cheet
    Replies: 26
    Last Post: 18th March 2010, 06:23 PM
  2. Bazar me Allah ka Zikar kerna chahiye ????
    By Kutkutariyaan in forum Islam
    Replies: 8
    Last Post: 6th March 2010, 07:07 PM
  3. Replies: 10
    Last Post: 21st December 2009, 09:27 PM
  4. mujhe kia kerna chahiye !!!!!
    By SHOAIBMUGHAL in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 16th September 2008, 07:13 PM
  5. Replies: 3
    Last Post: 26th June 2007, 06:04 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •