Results 1 to 4 of 4

Thread: Only Allah

  1. #1
    imrankhatri is offline Junior Member
    Last Online
    8th July 2009 @ 09:58 PM
    Join Date
    13 Jan 2009
    Posts
    17
    Threads
    10
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Only Allah

    Attached Images Attached Images   

  2. #2
    Rahym.Zulfiqar.Aly is offline Member
    Last Online
    20th February 2010 @ 06:21 PM
    Join Date
    12 Jul 2008
    Posts
    1,913
    Threads
    243
    Thanked
    9

    Default


    THANK YOU FOR
    EXCELLENT SHARING !


    KEEP IT UP !!
    Regards,
    Rahim.Zulfiqar

  3. #3
    razashah is offline Junior Member
    Last Online
    22nd January 2010 @ 10:16 PM
    Join Date
    21 Jan 2009
    Age
    37
    Posts
    23
    Threads
    2
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Nice Information Bro - Mushkil Sirf Allah ki zaat Hal kar sakti hai or Os ki zaat ka ilawa koi nahee - Allah Jisa Chahaha Power Atta kar sakta hain or jis sa Chaha Wapis La Sakta hai - Allah ki Zaat nain Yeah Kainat Apna Mahboob Hamara Nabi Hazrat Mohammad P.B.U.H ka sadqa main Takhleeq ki - Or jis sa Allah ko itna pyar hai or jis ki khatir Sari Qainaat Takhleek ki Insan banaya or bhoohat kuch - To Allah nain jis ki khatir yeah sabh kuch kiya wo Allah Osi ko itni power bhi dak sakta hai ka Wo On sa Chahna waloon ki Mushkil Hal Karain - Or Nabi Hazrat Mohammad P.B.U.H To Khudha ka Noor hain Jin ka saya bhi nahee tha to on Ko Allah Jis Kadar chaha Iktyar da sakta hai Chaha wo Moshkil Hal karna ka hi kun na ho - To Bas Apni Niyat Pak Honi Chahiya Apna Nabi Ko Pokarta hain to Isi niyat sa ka Wo Hamara Nabi hain Jinho nai hama Naik Cheezain Sikhai , Ik Allah ki zaat per yakin sikhaya , Hum apna Raabh sa pyar karta hain bhoohat or os ka batana wala hamara Nabi P.B.U.H hain jin ki hum umat hain, To osi nabi sa aghar madad mangi gai to is main kiya harj hai ? apni niyat saaf rakhni chahiya na ka isa Firkawariyat wala Rang dana Chahiya , Matlab ka Hum Hazrat Mohammad P.B.U.H sa madad Mangta hain to is ka hargiz yeah matlab nahee ka wo Khudha sa Bara Hain (Nazubillah). Balka is liya ka Wo Khudha ka sabh sa pyara Nabi hain Jin ki hum Umat hain. To Jis ko Khudha chaha Mushkil Kusha bana sakta hai, isi tarha sarwara Kainat Hazrat Mohammad P.B.U.H nain bhi jisa Moshkil kosha banaya hoo Khudha or Apni Zaat ka bad to wo bhi Mushkil hal karna wala hai..... Kuch Log isa galt rang data hain taka Log Bilkul hi Nabi Mohammad P.B.U.H ko aam admi samjna lag gain,,, Mera dostoo wo Sarwara Kaynat hain,,,,, Madad mangta hoo to niyat saaf rakhoo,,,, Koi Mosalman in sa madad mangta hai to is niyat sa nahee ka wo khudha sa bara hain,,,, is liya is baat ko thomp dana ka madad banda isi liya in sa mangta hai ka wo khudha sa bara hain to yeah Shirk ha asi baat ko phila,,,, Khudha har insan ki niyat dakhta hai.

    Wasalam

  4. #4
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Assalam-o-ALikum,

    dost bohat hi nice information hai
    mager dukh ki baat ye hai k "Gher Allah sey madad mangney waley"k in sawalat key jawabat bhi ghuma phira ker jawab deyney ki nakam koshish kertey hian.
    is silsiley mian hum ney ek artical likhney ki koshish ki hai
    is artical key kuchh hissaey hum ney in logon ki ek bari site per post kiey they
    or Alhumdulilah Allah Taala ney is artical main bari kamiabi ata farmai hai,
    Insha Allah thorey waqat key baad hum apna artical pesh ker ney ki koshish kerey gey.
    dua farmaey Allah Taala humari madad farmaey.Ameen

    Nasir Noman

Similar Threads

  1. Hazrat Saeed bin Amir Razi Allah Anhu (Subhan Allah: Sahaba ke shan)
    By Shaukat Hayat in forum Islamic History aur Waqiat
    Replies: 8
    Last Post: 26th December 2012, 11:38 PM
  2. Replies: 6
    Last Post: 21st January 2011, 09:36 PM
  3. Replies: 18
    Last Post: 21st January 2011, 09:01 PM
  4. Naat" jashn-e-amaday rasol Allah hi Allah sallalahoalihiwasalam
    By dawateislami26 in forum Audio Section
    Replies: 2
    Last Post: 12th January 2011, 08:56 AM
  5. Replies: 5
    Last Post: 22nd July 2009, 01:25 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •