please help me members mera imie number remove ho gaya hai jab main dukan pe le ke gaya to usne kaha app se fraud ho gaya hia yeh kharab hai mobile hai please hepl maine 12000 ka liya hai aur dukan wala kehraha hai asal main yeh daba pack bhi itne ka nahin hai aur yeh theek na huwa to kisi kaam ka nahin samsung galaxy grand duos gt 1982 hai main *#06*# milaya to likha aya invalid
aur main sim laga ta hoon to sim detect nahin hoti likha ata hai insert sim please help kloi tareeka
Bookmarks