Asalam-u-Alikum ! Kaisay hain aap sab doost ???
je to doostno kal hum nay jamia ahmedia ki sair ki the aaj hum jannat oe dozakh ki sair kartay hai jo k qadianio nay banaie hoi hia ....
qadianio ki jannat or dozakh yeh sun kar ajeeb o ghareeb khayyalat atay hain k en loogno nay dunia ko he jannat or dozakh bana lia hai yeh to sarasar bewaqoofi hai lakin kya kia ja sekta hai ALLAH nay en k dilon per mohar laga de hia yeh dunya musalmano k lia eik qaid khana hai eik khati hai jis ka hissab kitaab akhrat main hoga........ohh baat kaha say kaha pohanch gai.
"JANNAT OR DOZAKH"
doostno eik or ajeeb baat en ki jannat mian sirf woo loog jaa sektay hai jo log apni kamaie ka 10% dus feesad apni goverment ko mahana ya salana detay hai sirf yeh jannat un loogno k lia hia or jo nahi day sektay woo seedha jahannum main ab en say koi sawal poochay k kia tumhara mirza bhi deta tha agar deta tha to wo is qabristan main dafan q nahi howa agar nahi deta tha to seedha jahannum mian .......kia kehtay hain aap loog ????
challiea ab en ki jannat or dozakh ko bhi dekh letay hain.......
jannat ki teeno taraf dewarain hain or pechli taraf pahar hain waha ander janay ki ejazat humay nahi the or humare chand saathi bhi nahi maan rehay thay q k humare madarsay k ustaadno nay mana farmaya tha jis ki waja say hum ja na sekay.......khair aap perayshan na ho mian aap ko pher bhi bata deta hoon k woo dekhnay mian kase the main bhi akher karachi ka hoon itne aldi haar nahi manta humare eik boohat he zabardast ustaad-e-mohtaram thay jin ka naam hia MOLANA MUFTI RASHID MADNI SAHAB zamana talbi elmi k yeh bhi qadianio ki jannat main dakhil howay thay or unho nay he humay bataya tha k en ki jannat main qabrain bari tarteeb say bani hoi hai kuch darakht bhi lagay howay hain or kuch tafreeh ki jaga bhi hai (shayed ab nahi hai) jisay yeh loog jannat kehtay hain or jo dozakh wala qabristan hai waha sare qabrain ulti seedhi hain woo sab jahannum main khair hai to akher jahannum main he ab en k lia magfirat ki dua bhi nahi kar sektay jo zinda hia en k lia hidayat ki dua to kar sektay hai
DUA hai k ALLAH en ko hidayat day AAMIN
ab aap mujhay ejazat dain INSHAALLAH agli thread main bataionga
ALLAH hafiz
Bookmarks