Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 21 of 21

Thread: Sawaal or Jawaab chahiyain...

  1. #13
    zubair321's Avatar
    zubair321 is offline Senior Member+
    Last Online
    18th June 2016 @ 12:53 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Location
    Haripur & ISB
    Gender
    Male
    Posts
    330
    Threads
    40
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    in sab k jawaab bhi plzzz...

  2. #14
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    @Niqash bro

    app zara in sawalat ka jawab dey dijiaye please, aap ki meherbani hogi

    @zubair321
    aap nay sawalat poochhay thay main nay bata diaye, ab in ka jawab to aap ko khud dena chahiaye. yeh to mera hi interveiw lenay wali baat hojaye gi keh main aap ko bataoo meri qualifcation kia hai, main nay kahan kahan job ki hai aur computer main kia kia seekha hai
    aisa karlain aap mujhay us company ka address batadan main aap ki jagah interview day aata hoo aur jab selection hojaye gi to aap job karlena

  3. #15
    Niqash's Avatar
    Niqash is offline Advance Member
    Last Online
    12th August 2021 @ 10:35 AM
    Join Date
    30 Jun 2008
    Posts
    4,569
    Threads
    160
    Credits
    58
    Thanked
    4

    Default

    Quote sheeda_pastol786 said: View Post
    aam tor par poochay janay walay sawalat.

    aap ki qualification, Computer kia kia courses kiay hain, Job ka kia expreience hai ? kahan kahan job ki aur aap ki job ki nauiet yani aap ka kaam kia tha. computer say related kitni jobs ki hain,

    Computers main kia kia aata hai ?

    Operating system kia hota hai ? Word processor kia hia ? Mail Merge kia hai ? Excel aur Access main kia farq hai ? Letter word main type karain gay ya excel main ? Salary sheet aur over time sheet kis main banayin gay ?

    Windows waghaira ki installation aati hai ? Windows kay elawa aur kis OS par kaam kia hai ? Security kay liay kia iqdamat karta hain ?

    Network kia hota hai ? kon kon say server par kaam kia hai ? Server securities, user rights kay baray main kia jaantay hain ? Linux server/Solaris par Windows Client kaisay chalain gay ?

    aur kuchh ?

    Exactly yehi wo tamam sawal hain jo Mery Muhtaram Sheeda Brother aap ko bataye hain

    yehi sawal Interview main hoty hain aur baki un ke Mood par hota hai wo kuch bhi poch sakty hain

    sab see pehla sawal jo aam toor par kia jata hai ke aap apny barey main kuch batain

    Agr aap ko Dosri companies ka Experience hai tu

    Q?
    aap nee pehli job kyun chori us ka reason ye buhat imporatant sawal hota hai un logon ke liye

    pehli Company main aap ke Duties aur Responcibilities kia thin ye aik sawal karty hain

    agr aap nee kise company main kaam nahi kia tu aap see sawal ho ga ke aap apny kaam ko kaisey anjaam dein gey..

    Ram kia hai hdd kia hai ye Question nahi kiye jatey aam toor par

    Depend ke aap nee kis Post ke liye apply kia hai

    Computer Engineer
    Network Engineer
    Hardware
    Software
    Etc,,,

    Tu wo koi bhi aisa sawal kar sakty hain jo un ke Mind main ho ga

    Note,,,,,,

    Interview koi bhi ho kaheen bhi ho us main aap ka Confidence Dekha jata hai .....

    Best of Luck

  4. #16
    hani125's Avatar
    hani125 is offline Senior Member+
    Last Online
    11th February 2018 @ 09:25 PM
    Join Date
    30 Jan 2009
    Location
    islamabad
    Posts
    195
    Threads
    28
    Credits
    1,081
    Thanked: 1

    Default

    h

  5. #17
    Join Date
    13 Jan 2009
    Location
    Islamabad
    Gender
    Male
    Posts
    1,265
    Threads
    142
    Credits
    983
    Thanked
    52

    Thumbs up

    Quote sheeda_pastol786 said: View Post
    aam tor par poochay janay walay sawalat.

    aap ki qualification, Computer kia kia courses kiay hain, Job ka kia expreience hai ? kahan kahan job ki aur aap ki job ki nauiet yani aap ka kaam kia tha. computer say related kitni jobs ki hain,

    Computers main kia kia aata hai ?

    Operating system kia hota hai ? Word processor kia hia ? Mail Merge kia hai ? Excel aur Access main kia farq hai ? Letter word main type karain gay ya excel main ? Salary sheet aur over time sheet kis main banayin gay ?

    Windows waghaira ki installation aati hai ? Windows kay elawa aur kis OS par kaam kia hai ? Security kay liay kia iqdamat karta hain ?

    Network kia hota hai ? kon kon say server par kaam kia hai ? Server securities, user rights kay baray main kia jaantay hain ? Linux server/Solaris par Windows Client kaisay chalain gay ?

    aur kuchh ?
    bohot achay yaar!
    nice sharing

  6. #18
    zubair321's Avatar
    zubair321 is offline Senior Member+
    Last Online
    18th June 2016 @ 12:53 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Location
    Haripur & ISB
    Gender
    Male
    Posts
    330
    Threads
    40
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    Lagta hai k aap ko mere sawaal ki samaj nahi aayi.........
    Main ne kisi company may job nahi krni. Main ne simple
    jonior clerk ki job k intervew k sawaal pochay hain......
    aap bas mujay inn k jawaab day dain mere liye kafi hain.

    Operating system kia hota hai ? Word processor kia hia ? Mail Merge kia hai ? Excel aur Access main kia farq hai ? Letter word main type karain gay ya excel main ? Salary sheet aur over time sheet kis main banayin gay ?

    Network kia hota hai ? kon kon say server par kaam kia hai ? Server securities, user rights kay baray main kia jaantay hain ? Linux server/Solaris par Windows Client kaisay chalain gay ?

  7. #19
    usman_samunder's Avatar
    usman_samunder is offline Senior Member+
    Last Online
    15th July 2015 @ 12:32 AM
    Join Date
    05 Jan 2008
    Age
    39
    Posts
    303
    Threads
    34
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    Operating system kia hota hai ?



    An Operating System is a software program or set of programs that mediate access between physical devices (such as a keyboard, mouse, monitor, disk drive or network connection) and application programs (such as a word processor, World-Wide Web browser or electronic mail client).







    Word processor kia hia ?



    an application that provides the user with tools needed to write and edit and format text and to send it to a printer



    Mail Merge kia hai ?



    Mail merge is a software function describing the production of multiple (and potentially large numbers of) documents from a single template



    Excel aur Access main kia farq hai ?



    MS Excel is the cheapest way to obtain database capability because you can use i

  8. #20
    zubair321's Avatar
    zubair321 is offline Senior Member+
    Last Online
    18th June 2016 @ 12:53 PM
    Join Date
    28 Aug 2007
    Location
    Haripur & ISB
    Gender
    Male
    Posts
    330
    Threads
    40
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    Thank's to you........

  9. #21
    ZoOp is offline Member
    Last Online
    14th October 2009 @ 01:12 PM
    Join Date
    03 Oct 2008
    Location
    City In Heaven
    Posts
    4,964
    Threads
    160
    Thanked
    17

    Default

    Sheeda Pastol kamal hai yar ustad aap ke..........

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai..
    By Uzairdon in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 2
    Last Post: 10th December 2021, 11:46 PM
  2. Live streaming kay links chahiyain
    By toolplaza in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 11
    Last Post: 20th March 2015, 08:06 PM
  3. bluetooth dongle v2.0 k drIVERs chahiyain
    By REHANBUTT in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 8
    Last Post: 28th July 2012, 02:30 PM
  4. HP dc5000 SFF(DX854AV) drivers chahiyain
    By toolplaza in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 15th May 2011, 05:59 PM
  5. khud hi sawaal aur khud hi jawaab sa hun maen
    By Hassaan Khan in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 12
    Last Post: 1st March 2010, 07:17 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •