Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 15 of 15

Thread: Informtion About Visa

  1. #13
    ChSharjeel's Avatar
    ChSharjeel is offline Senior Member+
    Last Online
    26th February 2017 @ 11:18 PM
    Join Date
    15 Mar 2010
    Location
    DUBAI / Qatar
    Age
    33
    Gender
    Male
    Posts
    263
    Threads
    57
    Credits
    1,277
    Thanked
    42

    Default

    oo bhai Abi sy bahir janay k khawab mat dekho..kam az kam Pakistan mai reh kr Gradutaion kr lo..phir kahin b chalay jana bht behtar ho ga....Graduation ki ho gi tu kabi na kabi koi achi job wahan zaroor mil jaye gi..warna barbaadi hi barbaadi ha.....think about it

  2. #14
    ksamim's Avatar
    ksamim is offline Advance Member
    Last Online
    10th September 2023 @ 02:53 PM
    Join Date
    12 Nov 2009
    Location
    L0$t in My 0wn W0rLd
    Age
    33
    Gender
    Male
    Posts
    850
    Threads
    165
    Credits
    1,504
    Thanked
    29

    Default

    Phle graduati0n krl0 fir s0chna strt krna ab blkul s0ch0 b mt.

  3. #15
    Join Date
    03 May 2010
    Location
    Luton, Bedfords
    Age
    42
    Gender
    Male
    Posts
    60
    Threads
    1
    Credits
    1,155
    Thanked
    4

    Default

    AOA!
    Brother sab say pehlay to aap apnay aap say yeh sawal karain k aap foreign main ja k karna kya chahtay hain?
    jab jawab mil jaey to neechay likhay huay jawab say match kar lena....
    ---------
    1 agar aap wahan ja k parhna chahtay hain to mere bhai woh ab kafi mushkil hogaya hay aur khasoosan jab aap nay sirf matric pass kia hay. Parhnay k liyeh do options hain, 1 language course jis pay aap kam nahin kar sako gay and visa 1 sal main expire ho jaey ga, 2nd k aap pakistan main inter karlo aur phir apply karo level 3 k kisi bhi course main aap ko us ki help UKBA ki website say mil jaey gee jisay aap google main search kar saktay hain. aap UCAS k through bhi apply kar saktay hain jo yahan UK k liyeh proper way of entering an educational institute hay. App ko 50% fees pay karna hogi aur baki yahan pay aanay k baad 1 mah main pay karna hogi. Agar language course k liyeh apply karain gay to aap ko IELTS nahin karna hoga magar level 3 k liyeh 6-6.5 bands lazmi hain but some colleges 5.5 bhi accept kartay hain. Agar aap ko help chaheyeh to college k baray main main aap ki help kar sakta hoon magar baki sub kuch aapko khud karna hoga. app k statement aap k naam ki hogi jis main course fees k ilawah app k living expenses for one year mojoad hona lazmi hain. inside london k liyeh 800*12= 9600 aur outside london k liyeh 600*12=7200 UK Sterlings hain. Aur aap agar college k through aaein gay to work aloowed nahin hoga aur agar UNI main aaein gay (jo aap filhal qualify nahin kar rahay sirf matriculate honay k wajah say) to 20 hours allowed hay. Magar yahan kaam bilkul nahin hai. yahan insan buhat khawab saja k aata hay magar sub aik mah main toot jatay hain. agar aap upper class say belong kartay hain aur education ko support kar saktay hain to aap k liyeh behtar hay k aap inter karo and then Uni main aa jao yeh aap k liyeh best hay, Bal k tamman behno aur bhaiyon k liyeh mashwara hay jo UK main aana chahtay hain...
    ---------------
    2 agar aap sirf kaam k liyeh aana chahtay ho to phir tareeqa wohi hay jo oper biyan kiya hay magar aap ko thorha seach karna hoga ta k aap sab say sasta college dhond lo woh bhi birmingham main kyon k wahan living costs buht less hain comparative to UK aur wahan aap ko fast food restaurant main kaam mil jaey ga jo k assan nahin hay. 25-30 sterling a day dain gay aur ghaday say zayadah kaam lain gay. aur phir aap ki kismat pay bhi depend karay ga k aap kitni dair tak UKBA say bach k rehtay hain kyon k agar pehlay haftay main bhi pakhrhay gaey to deport ho jao gay strait away...
    ------------
    agar aap phir bhi interested ho to pehlay search karo and then batana, bhai ham say jo ban parehay ga ham kareain gay! Sahih da
    TC
    Allah Hafiz!
    AOA!

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. Check your saudi visa status visa issued or not
    By creative_eyes in forum Website Reviews
    Replies: 102
    Last Post: 26th August 2018, 11:22 AM
  2. Replies: 4
    Last Post: 6th June 2015, 11:44 AM
  3. italy study visa or visit visa
    By rule_maker in forum Overseas Study
    Replies: 7
    Last Post: 23rd January 2014, 08:30 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •