zindagi mein to sabhi pyar kiya
karte hain
.
main to mar kar bhi meri jan tujhe
chahunga
.
tu mila hai to ye ehsas hua hai
mujhko
.
ye meri umr mohabbat k liye thori
hai
.
ik zara sa gam-e-dauran ka bhi haq
hai jis par
.
main ne wo sans bhi tere liye rakh
chori hai
.
tujh pe ho jaunga qurban tujhe
chahunga
.
apne jazbat mein nagmat rachane
k liye
.
main ne dharakan ki tarah dil mein
basaya hai tujhe
,
main tasawwur bhi judai ka bhala
kaise karun
.
main ne qismat ki lakiron se
churaya hai tujhe
,
pyar ka ban k nigehaban tujhe
chahunga
.
teri har chap se jalte hain khayalon
mein chirag
.
.jab bhi tu aye jagata hua jadu aye
.
tujhako chhu lun to phir ae jan-e-
tamanna mujhko
,
der tak apne badan se teri khushbu
aye
tu bahron ka hai unwan tujhe
chahunga