aslam o alikum
Kasay hain sab members ma ya janna chahta hon k koi mobilink ki wifi cloud use kar raha hai to bato k kesa chalta hai or speed kasi hai or kahn kahan chalta hai or ya k is ma koi makhsoos sim hai ya koi b chal jati hai mobilink ki
Mary sawal ka koi jawab ni deta ager ab jawab na aya to is web pe last post ho ge mari ya
اللّه حافظ