Usman Abbasi said:
Jitni Bhi Btc site try ki sab 0.000150000 ya 0.00010000 par payout dayti hai aur itnay btc banay kay leya 3 say 4 din lag jatay lekin Faucetbox sahi hai kuch time zayada lagta lakin 1 Din main 0.00200000 ya 0.00300000 ban he jatay hain agar mehnat karo to full time....Try kar chuka but agar 1 Month mehnat karo to Har btc site par to kafi btc ban jatay hain...Har Site ko time do tb he kuch ho sakhta hai 1 site par mehnat karna fazol hai...Anyways Axhi site hai thanks for sharing
Bookmarks