main ne testing k liye 30 watt ka Solar Panel liya hai ,
30watt
17.5v
1.68 amp
jab main ne test kiya to
20v
0.55 amp
ab mujey samaj nahi a rahi hai k panel main koi masla hai ya doka kiya hai shop waley ne ,
mujey 1amp ki zaroorat thi
solar main ne shop k ander rakha howa hai shop main sheesha hai or doup ati hai sheeshey main ,,
Bookmarks