Salluhassan said:
Baki apka andaz bohut acha laga kay ap baray kOOoL aur piyaaray andaaz say logo ko samjhatay hain posts kay reply may..... salman bhai .... kaash kay hum sab musalmaano may vo haya ki boundaries limits may rehtay huay haram kay ilava sirf halal dekhnay ka tareeka aa jae tu phir apne sahi kaha salman bhai , phir hamay her cheez may chaand may, zameen may, daryaoun may, darakhtun may, darakhtu kay pattun may. Sab jagah Allah ki nishaaniyan nazar aaingi . Allah hum sabko hidayat day aur sab ko kamyaab kr day iss dunya may bhi aur akhrat may bhi .. Ameen
Bookmarks