Results 1 to 5 of 5

Thread: Mere Aqa Aoa k mudat hoi hai

  1. #1
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Thanked
    0

    Default Mere Aqa Aoa k mudat hoi hai

    MAIRAY AAQA:saw AAO K MUDAT HOI HAI

    Mere Aaqa:saw Aao ke muddat hoi he
    Teri rah mein Akhiyan bichate bichate
    Teri hasratoon mein Teri chahatoon mein
    Bare din hovain ghar sajate sajate


    Yeh dil jab se Ishq e Nabi:saw mein para he
    Na din ki khabar he na shab ka pata he
    Ab tu basarat be kam ho ga’ey he
    Tairay gham mein aansu bahate bahate



    Na Ka’be se matlab na Masjid ki chahat
    Faqat dil mein Hakim tamanna yehi he
    Mil ja’ay Naqsh e kafe Pa’ay Ahmed:saw
    Tu mar ja’ain sar jhukate jukate


    Mere lab pe Mola na koi sadaa he
    Faqat mujh nikamme ki yehi dua he
    Meri sanse nikle dar e Mustafa(Sallalahu Aalehe Wasalam) pe
    Gham e dil Nabi(Sallalahu Aalehe Wasalam) ko sunate sunate


    Mera yeh he Imaan, mera ye yaqeen he
    Mere Mustafa(Sallalahu Aalehe Wasalam)sa na koi Haseen he
    Rukh un ka dekha he jab se Qamar ne
    Nikalta he munh ko chupate chupate


    Qiyamat ka manzir bara pur khatar he
    Magar Mustafa(Sallalahu Aalehe Wasalam) ka jo diwana ho ga
    Woh pul se guzar ja’ay ga wajd karte
    Na’ra Nabi ka lagate lagate


    Mere Aaqa:sawAao ke muddat hoi he
    Tere rah mein Akhiyan bichate bichate
    Teri hasratoon mein Teri chahatoon mein
    Bare din hovain ghar sjate sajate

  2. #2
    SHAH110 is offline Senior Member+
    Last Online
    31st December 2009 @ 03:19 AM
    Join Date
    23 Dec 2008
    Posts
    1,279
    Threads
    28
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    bohat khoob
    تمام تعریفیں اللہ کے لئے
    درود و سلام حضرت محمد صلی للہ علیہ و آلہ وسلم پر

  3. #3
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote SHAH110 said: View Post
    bohat khoob
    pasand karne ka shukriyah.

  4. #4
    Gr8^Masood's Avatar
    Gr8^Masood is offline Senior Member+
    Last Online
    18th September 2013 @ 10:50 AM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    Khi
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    42,351
    Threads
    1398
    Credits
    970
    Thanked
    2855

    Default

    اسلام علیکم
    بہت خوب۔۔۔۔۔بہت عمدہ انتخاب
    اُمید ہے آپ اُردو ادب کے بزم کو اسی طرح
    خوبصورت اشعار سے سجاتے رہنگے
    شیئر کرنے کا بے حد شکریہ

  5. #5
    Join Date
    18 Apr 2009
    Gender
    Male
    Posts
    22,012
    Threads
    145
    Credits
    0
    Thanked
    316

    Default

    Bohat Khoob....Bohat umda sharing ke hai apne .......
    Share karne ka Bohat Bohat Shukarya

Similar Threads

  1. Buhat Mudat
    By husen in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 7
    Last Post: 23rd July 2022, 03:53 AM
  2. ek mudat howi
    By Prince Ahmad in forum Design Poetry
    Replies: 11
    Last Post: 27th March 2012, 08:00 AM
  3. Buhat Mudat
    By husen in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 7
    Last Post: 28th November 2010, 02:31 AM
  4. Buhat Mudat
    By husen in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 0
    Last Post: 24th June 2009, 10:37 PM
  5. Buhat Mudat
    By husen in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 0
    Last Post: 24th June 2009, 10:36 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •