jo 2nd year ka student hai wo is class main present hojay yahan baatain hongi ap ki parhai kay mutaaliq koi masla ha kisi topic par puchain(agar mujhy pata hwa tou main madad karoon ga) or mujhy nahi pata hoga tou koi aur ALLH ka banda madad karday ga INSHAA ALLAH.