Khan Bhai, aisa koi sasta tareeka nahi jo aap ka iss level tak controlling kar sakay. Jitna aap ka router support karay usi per iktefaa karain, ziyada mumkin nahi.
Umeed karta hoon k aap meri baat samajh gaye ho ge.

ma apki baat samajh nahi paya mara matlab hai ham 3,4 user aik hi gar ma aik hi wifi 1mb use kr rahy hai koi asa software hai jo wifi hon to un ki speed ko kam kia jaye sari speed apni taraf li jaye agr koi idea hai to zaroor btayen aap
Bookmarks