Results 1 to 2 of 2

Thread: Kuch tajaweez ITD menagement k liye

  1. #1
    bestnaeem's Avatar
    bestnaeem is offline Senior Member+
    Last Online
    6th June 2016 @ 05:27 AM
    Join Date
    30 Jun 2008
    Location
    KSA
    Posts
    192
    Threads
    26
    Credits
    200
    Thanked
    9

    Post Kuch tajaweez ITD menagement k liye

    Assalam o Alakium
    sub se pehlay to mazrat k main yeh thread roman urdu main likh raha hoon kyun k meray laptop main urdu support nahi hai.

    main kafi arsay baad ITD pe wapis aaya hon, bohat khushi hui. kuch tajaweez hazir hain:

    1- Ask an expert (IT section) main mobile aur uss se related bohat saari requests aati hain jo k galat section hai. Member ko new post kartay waqt agar section selection ka option diya jaye to acha ho ga.

    2- IT section main cracks, pin codes, passwords aur piracy ki sharing ki requests milti hain, yeh munasib nahi ha. member ko aisi post karnay pe warning di jaye.

    3- Hacking IT k beginner k liye nahi honi chayee kyun k yeh bohat sensetive topic hai aur koi iss ka misuse kar sakta ha. Aur koi mazak mazak main kisi bari mushkil main phans sakta ha. Member ko limited access di jaye ya member se ek basic sa test le liya jaye. aaj kal wesay he cyber-security pe bohat kaam ho raha ha.

    4- Bohat saari posts/requests repeat ho rahi hain. Jub koi member new thread banayee to repetition k logarithms k zariyee member ko relevant post pe search karnay ka kaha jaa sakta hai.

    5- Bohat se thread pe member ko solution mil jata hai, lakin thread open rehta hai, jis ki wajah se new request bohat ziyada ho jati hain.

    Allah aap ko, hamien, mulk-e-Pakistan k basion ko aur tammam ummat-e-muslima ko apni hifazat me rekhay (aameen)

    Shukriya

  2. #2
    Join Date
    09 Nov 2005
    Location
    @itdunya.com
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    20,633
    Threads
    1118
    Credits
    28,335
    Thanked
    4779

    Default

    وعلیکم السلام ۔۔
    آپ نے بہت اچھی تجاویز دی ہے۔۔ تمام ممبران کو ان پر عمل کرنا چاہیے۔۔۔۔۔
    بہت بہت شکریہ
    Quote bestnaeem said: View Post
    Assalam o Alakium
    sub se pehlay to mazrat k main yeh thread roman urdu main likh raha hoon kyun k meray laptop main urdu support nahi hai.

    main kafi arsay baad ITD pe wapis aaya hon, bohat khushi hui. kuch tajaweez hazir hain:

    1- Ask an expert (IT section) main mobile aur uss se related bohat saari requests aati hain jo k galat section hai. Member ko new post kartay waqt agar section selection ka option diya jaye to acha ho ga.

    2- IT section main cracks, pin codes, passwords aur piracy ki sharing ki requests milti hain, yeh munasib nahi ha. member ko aisi post karnay pe warning di jaye.

    3- Hacking IT k beginner k liye nahi honi chayee kyun k yeh bohat sensetive topic hai aur koi iss ka misuse kar sakta ha. Aur koi mazak mazak main kisi bari mushkil main phans sakta ha. Member ko limited access di jaye ya member se ek basic sa test le liya jaye. aaj kal wesay he cyber-security pe bohat kaam ho raha ha.

    4- Bohat saari posts/requests repeat ho rahi hain. Jub koi member new thread banayee to repetition k logarithms k zariyee member ko relevant post pe search karnay ka kaha jaa sakta hai.

    5- Bohat se thread pe member ko solution mil jata hai, lakin thread open rehta hai, jis ki wajah se new request bohat ziyada ho jati hain.

    Allah aap ko, hamien, mulk-e-Pakistan k basion ko aur tammam ummat-e-muslima ko apni hifazat me rekhay (aameen)

    Shukriya

    Click Here to View All My Important Threads (Afridi)

    وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
    اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
    Pakistan Zindabad


Similar Threads

  1. ^~^Kuch Games Aap Kay Pc K Liye^~^
    By Asadraza786 in forum PC Games
    Replies: 25
    Last Post: 22nd February 2015, 11:41 AM
  2. Replies: 12
    Last Post: 27th January 2009, 11:38 PM
  3. Sirf Admin K Liye Kuch Tajaweez
    By mr.smart in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 8
    Last Post: 9th January 2006, 01:27 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •