Sallam mary pas qmobile z10 hai is ma ek masla mujy a raha hai k ya khud ba khud picx delete karta hai apps lock ma b hide kar k.dekha phr b kuch time k bad dekhon to ni hoti na pic na vido kia masla hai card 16 gb hai kise or k pas b ya masla hai kia reply plz
Bookmarks