jaise k kaha jata ha k , pakistani har kaam kar saktey hain , tu dekhte hain k pakistanis ne 2008 ma driving ma kia kiya ,
sirf UAE par nazar daaley tu ,
dubai ma 2007 ma jo sab se zaida accidents kiya woh pakistani drivers ne kiya .
30th january 2009 GULF NEWSPAPER OF UAE k mutabiq
2007 ma pakistani drivers ne acident 83 kiye, jab k india ne 81 aur emiratis ne 57 , aur 2008 ma accident ma pakistani top par rahe 2008 ma 83 se bhar kar 95 aur india phir dosre number par tadad kam 63 aur phir emirati kam tadad 42 ,
dubai ma top bad accidents pakistani drivers ne kiya , jin ma se Bilal khan 01st number, Kausar khan sahab 02nd number, aur AHSANULLAH idress 03rd number par hain ,
aik dubai newpaper par yahe news aye lakin sath pakistanioo k k liye shame ka lafz istamal kiya gya , afsoos ,
yeh drivers k karkardagi the , baqi jo halaat pakistanioo ne dubai ma creat kiye ha un se jo badnaami pakistanis ki ho rahe ha , woh alheda ,
yaha pakistani aa kar sharaab pee kar badfehli kartey hain fight kartey hain , dubai k laws ka ehtaram nahi kartey ,
issi waja se ab dubai goverment ne pakistan se labour ko lana bohat kam kar diya aur jo crises ki waja se daily 2000 labours aur dosrey log apne watan wapis ja rahe hain un mai zaida tadad pakistanis ki hi , 2008 dubai ma pakistanis ki karkardagi bohat kharab aur sharamnaak the,
mujey afsoos k sath yeh kehna par raha ha , aaj ham muslim nahi rahey , ham pakistani nahi rahey apne shanakht kho chukey hain ,
mai kuch zaida nahi kehna chahata , iss liye closing karta hoon ,
sorry yar kuch ghalat likha hoo tu
ALLAH HAFIZ
Bookmarks