haan bhai sab yehi kha rahey hain par wakeel sey milla to wo gurrunty dey raha hey k 3 months mai case solved kar dunga aur aap ka masla hal kar dunga... ETC aur bhai riswat ka bola par wo sahi sey mouh he nahi khool rahey hain zara barabar bi nahi bol rahey baki dosrey gareeb log to aram bhaag thanney ja k police walo ko 13000 koi 15000 koi 20000 tak dey k sign karwa k la rahey hain par un ka bi masla ab tak phasa huwa hey samaj nahi aa raha yeh kese hal hoga
Bookmarks