IT Dunya Ka Members ko mara Salam aj ma ape logo ko facebook hacking sa bachena ka tareka bataho ga bote sa logo ke facebook id hack ho gate hai..koche logo ap ko massage ma link send karta hai..jab in link ko open keya jata hai tu ya ap sa emali aur password mangta hai..email aur password dana ka bade jab ap login ya sign in kar ta hai to ap ka email aur password massage send karna wale ko send ho jata hai...