Zada tar log PTC sites pay hi kam karte hain kiu k ya easy lagta ha sab ko magar is mai koi earning nahi ha to aise kam ko kar k kia faida. Mai bhe Forex mai hi kam kar rah hoon aur yahan banda jitna chahe kama sakta ha sirf ache broker ki zaroorat hoti ha.