" GHAZAL "
Main hi us ka sab kuch tha wo mujhy kabhi na bta ska'

Wo meri baat na smjh saka na apni mujhy samjha saka'

Main ne jab bhi jazbon ki us say baat karni chahi'

Na us ne meri suni
na apni mujhy suna saka,

Main ne us ki fursat main saary jahan ko bhula dia'

Wo mera phir bhi hua nahi na apna mujhy bana saka'

Waqt-e-Judaai mery zabat k daman toot gaye'

Main ne us say lipat k rona chaha wo hath bhi na mila saka'

Ek arsy baad wo mila mujhy bas itna us ne kaha mujhy'

,:@%... %;<

Na tum say pehly koi dil main tha na tery baad koi aa saka...