Results 1 to 7 of 7

Thread: Help About English??

  1. #1
    Join Date
    04 Aug 2015
    Location
    Chak 660/1 GB
    Age
    24
    Gender
    Male
    Posts
    1,660
    Threads
    308
    Thanked
    73

    Default Help About English??

    Salam Bhaiyo Aur Behno Sab Kaisa Chal Raha Hai ummeed Hai Allah K Karm Say Sab Kuch BehTar Hoga .
    Maim Inter 1ST Part F.A Kar Raha hoon.
    Mujhy Bas Mere Payary ITD Memberse Se Yeh Help Chahiye Thi Main Englisha Main Weak Hoon.
    Main Kis Tarah Apni English Better Kar Sakta Hoon.
    Kya Koi Methods Hain Apky Zehn Main
    Agar Hain Tou Please Mere Sath Zaroor Share Karain.
    Woh Mere Liye Kitny Faidy Mand Ho Sakty Hain Yeh App Soch Bhi Nahin Sakty Hain.

    Kyon K ITD Pe Kafo Zaheen Log Rehty Hain Is Liye Ap Logon Sy Rejoyh Kiy .

    Umeed Hai App Mere Masly Ko Samjh Gay Hoon Gay Aur Jald Say Jald Jawaab Dain Gay Shukriya..

  2. #2
    Rehan80 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th June 2016 @ 04:10 PM
    Join Date
    29 Jan 2016
    Gender
    Male
    Posts
    56
    Threads
    15
    Credits
    402
    Thanked
    5

    Default

    hi ap english movies dekhan bohat gor gor sy or bar bar ek hi movie dekhan jab tak puri sahi sy samaj na aye or jo samaj na aye us kay bary ma search karain ...

  3. #3
    hamza_k58's Avatar
    hamza_k58 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th April 2021 @ 03:15 PM
    Join Date
    16 Nov 2011
    Location
    Bahawalpur
    Gender
    Male
    Posts
    151
    Threads
    14
    Credits
    1,208
    Thanked
    17

    Default

    Quote Ch Abbas said: View Post
    Salam Bhaiyo Aur Behno Sab Kaisa Chal Raha Hai ummeed Hai Allah K Karm Say Sab Kuch BehTar Hoga .
    Maim Inter 1ST Part F.A Kar Raha hoon.
    Mujhy Bas Mere Payary ITD Memberse Se Yeh Help Chahiye Thi Main Englisha Main Weak Hoon.
    Main Kis Tarah Apni English Better Kar Sakta Hoon.
    Kya Koi Methods Hain Apky Zehn Main
    Agar Hain Tou Please Mere Sath Zaroor Share Karain.
    Woh Mere Liye Kitny Faidy Mand Ho Sakty Hain Yeh App Soch Bhi Nahin Sakty Hain.

    Kyon K ITD Pe Kafo Zaheen Log Rehty Hain Is Liye Ap Logon Sy Rejoyh Kiy .

    Umeed Hai App Mere Masly Ko Samjh Gay Hoon Gay Aur Jald Say Jald Jawaab Dain Gay Shukriya..
    Sab se acha tareeqa hai k ap english newspaper rozana 10 ya 15 kin zaroor parha karen... chahy smjh aye ya na aaye laikin apni pasand ki news parhen. Newspaper mushkil hoga to aap BBC, CNN, DAWN, wghaira ki website pr ja kr news articles prh lya karen!
    Iss k ilawa movies bhi dekhen uss se aap ko english sun`ny ki practice hogi.
    Writing skills keliye zaroori hai k aap farigh waqt mein koi essay wghaira likhen apni taraf se!
    In tips ko beshak thora istemaal karen magr regularly karen. You will soon become a master in english. In Sha Allah!

  4. #4
    tabrejalam is offline Senior Member+
    Last Online
    16th February 2017 @ 10:21 PM
    Join Date
    26 Mar 2014
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    43
    Threads
    4
    Credits
    269
    Thanked
    3

    mere bhai sab say pehlay pronunciation seekhain jab tak aap ko koi lafz bolna nahi ayega usko uskay tareekay say na saamnay wala samjhay ga na aap smajh saktay ho aur english ko education kay sath mat milayen english is just a language aur start karen alphabet say her alphabet a sound alag hai even example sound for F and sound for Ph simple way Fill , Phill when jab aap kaho gay yeh dono words apki pronunciation dono main same hogi to aik english speaking person ko samajh nahi ayega keh aap Fill keh rahay ho ya Phill , aur kisi bhi words ki meaning dekhni ho to urdu english to Urdu na dekhain sirf english to english meaning check karen umeed hai smajh aa chuki ho hogi koin help need you know where i m

  5. #5
    tabrejalam is offline Senior Member+
    Last Online
    16th February 2017 @ 10:21 PM
    Join Date
    26 Mar 2014
    Age
    46
    Gender
    Male
    Posts
    43
    Threads
    4
    Credits
    269
    Thanked
    3

    Default

    aur aik cheez normal bolay janay walay words main bohot saray bohot silent letters hain to unko bhi janna zaroory hai example day deta hoon like Plumber , b silent pronunciation would be plumer ,sandwich d silent climb b silent thumb b silent biscuit u silent umeed hai samajh aye ho gi

  6. #6
    Join Date
    04 Aug 2015
    Location
    Chak 660/1 GB
    Age
    24
    Gender
    Male
    Posts
    1,660
    Threads
    308
    Credits
    -2
    Thanked
    73

    Default

    Quote tabrejalam said: View Post
    mere bhai sab say pehlay pronunciation seekhain jab tak aap ko koi lafz bolna nahi ayega usko uskay tareekay say na saamnay wala samjhay ga na aap smajh saktay ho aur english ko education kay sath mat milayen english is just a language aur start karen alphabet say her alphabet a sound alag hai even example sound for F and sound for Ph simple way Fill , Phill when jab aap kaho gay yeh dono words apki pronunciation dono main same hogi to aik english speaking person ko samajh nahi ayega keh aap Fill keh rahay ho ya Phill , aur kisi bhi words ki meaning dekhni ho to urdu english to Urdu na dekhain sirf english to english meaning check karen umeed hai smajh aa chuki ho hogi koin help need you know where i m
    thank u bhai Jan .shukriya

  7. #7
    Join Date
    04 Aug 2015
    Location
    Chak 660/1 GB
    Age
    24
    Gender
    Male
    Posts
    1,660
    Threads
    308
    Credits
    -2
    Thanked
    73

    Default

    Quote hamza_k58 said: View Post
    Sab se acha tareeqa hai k ap english newspaper rozana 10 ya 15 kin zaroor parha karen... chahy smjh aye ya na aaye laikin apni pasand ki news parhen. Newspaper mushkil hoga to aap BBC, CNN, DAWN, wghaira ki website pr ja kr news articles prh lya karen!
    Iss k ilawa movies bhi dekhen uss se aap ko english sun`ny ki practice hogi.
    Writing skills keliye zaroori hai k aap farigh waqt mein koi essay wghaira likhen apni taraf se!
    In tips ko beshak thora istemaal karen magr regularly karen. You will soon become a master in english. In Sha Allah!
    Shukriya Bhai Jan Apka Apnay Kemati Wakt Dainy Ka Shukriya..

    - - - Updated - - -

    Quote Rehan80 said: View Post
    hi ap english movies dekhan bohat gor gor sy or bar bar ek hi movie dekhan jab tak puri sahi sy samaj na aye or jo samaj na aye us kay bary ma search karain ...
    shukriya bhai jan.

Similar Threads

  1. Replies: 1
    Last Post: 8th December 2013, 02:40 PM
  2. Replies: 85
    Last Post: 9th July 2011, 04:18 PM
  3. Replies: 19
    Last Post: 9th February 2010, 01:04 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •