i am learning HTML (for web development)..But i come across a little problem....main ne ye problem internet pe buhut dhonda per is ka solution nahi mila agar koi expert hai tu bataye.......PLZ

agar ap kissi bhi website ko open karte hain tu ap yaqenann us ka source code bhi dekh sakte hain............kahain pe bhi right click karain aur phir (VIEW SOURCE CODE) per click karain.........tu ap k pass HTML page (SOURCE CODE) a jaye ga.......


ap kissi bhi website ka source code dekhain...........ab mujhe ye bataein k SOURCE CODE main html ka tag shuru hota hai.........tu us ka aik attribute PREFIX mai ne dekha..........IS KA KIA MATLAB??????PLZ TELL .........main ne pore internet is k bare mai search kia.PLZ TELL ME >>THANKS aur han is ko asaan lafzon mai batana??