Results 1 to 4 of 4

Thread: mare zindge ke rahnumai karain it members

  1. #1
    Jatt dasi is offline Senior Member+
    Last Online
    6th March 2017 @ 08:26 PM
    Join Date
    19 Dec 2015
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    382
    Threads
    84
    Credits
    1,192
    Thanked
    11

    Default mare zindge ke rahnumai karain it members

    main FA ka student hun main life main bara adme banana chahta hun mujy batayh k main kon sa kam start karun jis mn manafa zeyada ho aur main jaiz tareeky sy jald ameer ho jaw am wating 4 ur reply

  2. #2
    hameesa.khan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd June 2016 @ 11:54 PM
    Join Date
    27 May 2016
    Location
    Karachi
    Age
    25
    Gender
    Male
    Posts
    64
    Threads
    0
    Credits
    406
    Thanked: 1

    Default

    Janab Bara Admi bana tha tu Ghar mein sab say Bara ana tha na .
    Kher,
    Islam, Pakistan aur logon k kaam anay ki koshish karna.
    Pesay ko "sub kuch" kubhi mut samajhna.
    Kubhi zilaat k pesay ko pasand nahi karna.
    Humesha woh kaam karna jis mein tum baad mein apnay "BACHON" ko bhi shamil kar sako.
    Ghar walon K aram ka khayal zaroor rakhna.
    Apni personality aesi rakhna k ghar walay tumharay ghar anay ka intezaar karein, na k dosron say tumhari burai karein.
    Business mein zaban bohat important hoti hai, kubhi gali mut dena aur jhoot mut bola, yahan tuk k tum in do khasiyaton say apnay logon mein mushoor ho jao.

    At last, Computer ka dor hai, Us mein hi kuch shuru kar lo.
    Last edited by hameesa.khan; 1st June 2016 at 07:34 AM. Reason: Mis-spelled
    Started programming when I was 12.
    Software Developer, Mobile Application Development.

  3. #3
    Jatt dasi is offline Senior Member+
    Last Online
    6th March 2017 @ 08:26 PM
    Join Date
    19 Dec 2015
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    382
    Threads
    84
    Credits
    1,192
    Thanked
    11

    Default

    Quote hameesa.khan said: View Post
    Janab Bara Admi bana tha tu Ghar mein sab say Bara ana tha na .
    Kher,
    Islam, Pakistan aur logon k kaam anay ki koshish karna.
    Pesay ko "sub kuch" kubhi mut samajhna.
    Kubhi zilaat k pesay ko pasand nahi karna.
    Humesha woh kaam karna jis mein tum baad mein apnay "BACHON" ko bhi shamil kar sako.
    Ghar walon K aram ka khayal zaroor rakhna.
    Apni personality aesi rakhna k ghar walay tumharay ghar anay ka intezaar karein, na k dosron say tumhari burai karein.
    Business mein zaban bohat important hoti hai, kubhi gali mut dena aur jhoot mut bola, yahan tuk k tum in do khasiyaton say apnay logon mein mushoor ho jao.

    At last, Computer ka dor hai, Us mein hi kuch shuru kar lo.
    thank u bhai
    ....Kaash ap hamary hoty.....

  4. #4
    Prison Break's Avatar
    Prison Break is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd June 2023 @ 09:51 PM
    Join Date
    26 Jul 2012
    Location
    Peshawar
    Gender
    Male
    Posts
    250
    Threads
    26
    Credits
    1,440
    Thanked
    43

    Default

    Graphics designing mein master karo
    Ye 4 softwares mein agar master kiya matlab ache tarah seekh liya to buhat agee ja paoge.
    1: Adobe Photoshop
    2: Adobe illustrator
    3: Adobe indesign
    4: Adobe Aftereffects

Similar Threads

  1. PlZ help Yar Mobile ki zindge ka sawal :(
    By Rajkumar.... in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 1
    Last Post: 30th March 2016, 09:46 AM
  2. Mare Traf sy "IT DUNYA" k tamam Members ko 14th August Mubarak
    By Aamirshehzad in forum 14 August 2023.....Independence Day
    Replies: 0
    Last Post: 14th August 2013, 03:12 PM
  3. mojay zindge ke talas hy
    By wasty in forum Design Poetry
    Replies: 4
    Last Post: 6th February 2011, 02:30 PM
  4. Meri zindge ka sawaal hai
    By Ayesha1 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 12
    Last Post: 19th September 2009, 05:58 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •