Assalam o aliekum dosto kesya hain ap sab ye PHP say files upload karny ka dusra tutorial hy. Dosto PHP may files upload karny k lye hum html forms use karty hain or input ki type file dete hain jis say jb hum submit k button pe click karty hain to sirf etna karny say he file upload ho jati hy. mgar es may bht kuch seekhny ki batein hain jo lazmi tor per har php developer ko ani chaey kyu k aj kal takriban har project may he file uploading hoti hy. es video may hum wo file uploading ka form bnaien gay. dosto total 5 video lectures may say ye dusra lecture hy to agr aapny pehla lecture nahi dekha to please aap pehly usay dekh len kyu k behtar hy k aap lectures k flow k sath chalein. uski link es video k end pe hy.



ye len sab say pehly lecture ka link

file uploading part 1 IT dunya..

Dosto umeed hy aap sab ko bht pasand aye ga. apni keemti raey say zarur aagah karein