Assalam o alaikum,
Educational career:B.S Physics
2nd semester end honay k baad ab meri summer vocations hain.pehlay semester mein meri gpa 2.25 bni aur aik sub fail ho gya.2nd semester mein meri gpa 2.46 bni aur tamamam
subjects pass ho gay.Ab meri cgpa 2.36 hai(jo aik fail sub dainay pr 2.60 tak pounch jaye ge).Ab mein preshan hn keh perhaps meri cgpa achi nai hai aur may be agay ja kr
main kahin drop na ho jaon.ais se aik taraf to time waste ho jaye ga aur money bhi.Aik dil to kehta hai keh aisko abhi chor don aur B.S IT ya BS CS main admission lay
loon bcz i am interested in software development,and programming.Yani agr aisko abhi choron to kam loss hoga may be agay ja kr ziada ho jaye.
Dosri taraf dil yeh kehta hai keh ab 2 semester complete kiye hain, aur B.S Physics hi ker loon means ais ko na choron.....
PLZ suggest kerain keh mein kia karoon???????????????????????????????????????????? ????????


Note:I am weak in Mathematics...

I am waiting for your repelies....