As salamu allaiqum
1.... Sab pehla niyat kareen .
2..... niyat 2 rakat namaz wajib eid ul fitar ya eid ul adha ma zahid 6 takbiro k mu kabe shareef ki taraf picha is imam ka Allah o akbar jab imam sahab takbir e tahreema karleen to phir unka picha Allah o akbar kareen .
3.....Phir sana parheen jab imam sahab kahe Allah-o-akbar to dono hath otha kar kano ki loh tak le ja kar chorden.
4... phir dosare martaba jab imam sahab allah o akbar kahe to dono hath otha kar kano ki loh tak leja kar chorden.
5.....phir jab imam sahab tesare martaba Allah o akbar kahe to kano tak hath otha kar band leen
6... abb imam sahab surah fateha or kohi quran ki sorate pareen ga
7...Phir jab imam sahab rokoo main jahe to roko kareen ishe tarah imam k picha sajdah kareen
8...Phir imam k picha dosre rakat parna k liya khara ho jahe Abb imam sahab surah fateha or kohi quran ki sorate pareen ga
9...jab imam sahab kahe Allah o akbar to hath kano ki loh tak le ja kar chorden .
10... phir jab imam sahab dosare bar kahe Allah o akbar to hath kano tak leja kar chorden .
11... phir imam sahab tesare bar kahe Allah o akbar to hath kano tak le ja kar chorden .
12...us k baad jab imam sahab kahe Allah o akbar to unke pichy rokoo main chalay jahe ishe tarah phir sajdah kareen aur baki namaz complete kareen aam namazo ki tarah..
////(Sub han Allah)////
Bookmarks