Assalaamu Alaikum va Rahamtullahi va Barkatuh,

aksar jab bhi ham kisi site se koi software ya koi aur file winzip ya winrar main download karte hain to is winrar main right side main kuch text type hota hai ye kis tarha kia jata hai agar koi batayen to meherbani hogi.

Shokriya

KHODA HAFEZ