Eid-ul-Adha yani Eid-e-Qurban Bohat Bohat Mubarik ho ap sabi ko.
Mery Pairy Bhaio agr kisi ko Qurbani k bary men koi Msala koi Aham baat kisi Bi Tarha ka koi Sawal ho to ap yhan poch sakty hain In Shaa ALLAH jawab diya jaye ga or agr jwb na diya giya to Mazarat ki jaye ya Thread esi liye Start kiya hai ta k kisi ko kuch bi pochna ho wo poch saky or Mery Or Ap k elam meen izafa ho saky...
ALLAH Kareem Ham sab k HamI-o-Nasir hon ameen Banda-e-Necheez ALi Raza ap ki Duaon ka Talib::
Agr Thread Pasand Aye To Thanks ka Button Daba den
Bookmarks