LG pro 2 charging issue
asalamualaekum
mana khcu din pahla LG pro 2 lia ha. lakin is ma charging ka masla a raha ha. hmara pas smart phone ka working conditon ma 3 4 charger han. ya ksi sa bh chargen ahi hota. aik sa hota ha. lakin 3 4 ghanto ma is ki charging 50 60 % he ho pati ha. or 100 percent karna k lia rat 12 sa subha 6 7 tak lagaen to ja ka 90 % tak jata ha. use karna ma thk ha. yani charging jaldi girti nahi ha. aaj ak naya cahrger lae samsung ka. is na bh aik ghanta ma 18 % charge kia ha.
ap ma sa koi bata sakta ha ka is ma asal masla kia ha. battery ka masla hota to agar charge daer sa ho raha ha to to khtam bh jaldi honi chahya the cahrging. subha ma agar amra pas 90% charging ha . or ma calls lon . zayada nahi. msgs karon. thora bht net bh use kar lon to sham tak charging aram sa cahl jati ha.
kindly guide kar dan ka asal ma masla ki aha or isa hal kasa kia jae.
plz jaldi bata dan.
shukriya pahla sa
اسلامی انقلاب آ کے رہے گا
Bookmarks