Qurbani aur nakiun kay pahar
Qurbani aur nakiun kay pahar
Jo shaks ALLAH ky qurbani krta hai us ka sawab rub kay elawa kisi ko pata naen
Qurbani ky
Pehly qatry par us 70 drjy blnd hty hain
2 qtry par 70 nakia milti han
3 par 70 gunah mit jaty hain
4 par us ky munh ki hawa rub ky mushk sy zayada khusbu dar hoti jub who takbeer khta hai
5 par gunahon sy aisy pak jaisy aj paida hua ho
6 par janat main us ko aik city dia jata hai
7 par makhluqat ki sardari qayamat ky din mily gi
8 par us ky waladin aur ghar walun ko maaf kr dia jata hai
9 par us ky aur dozakh kay beech aik khandaq hail ho jati hai jis ki lambai 500 sal ki rah hai
10 PR us ko nama amal right hath main milay ga.
11 par us ki namaz aur naik duaen qabul hon gi
12 qatry par dozakh haram ho jati hai
13 par us kn 70 hoor milayn gi
14 par us ky nama amal main 70 anbia ka sawab likha jata hai
15 par marny ky waqt magfrat ki khush khbri mily gi
16 par us ki jan asani sy nikay gi
17 par us ko طوق زنجیر ky azab sy azadi ho g
18 par 70 gulam azad krny ka sawab
19 pur pul sirat par buraq mily ga
20 hisab qitab asan ho ga.
21 choty baray gunah maf ho jaty hain
22 us ko rub apny arsh ky neechay jaga ata farmay ga.
refrenc.تذكره الواعظين
Bookmarks