salam to all
mara toshiba satellite c660 kafi din sa kharab ha
jub on karta hoon tu 4/5 minutes k bahad screen
black ho jati ha keyboard bhee kam nahi karta
ya sab kar chuka hoon ram saf kar k dobara attach
ki ha ...bios ma f2 phir f9 and f10 kar chuka hoon
com ma sfc /scannow bhi kar chuka hoon power plan
bhee chang keya ha jo kisi dost advise keya wo bhi keya
ab ma na external lcd monitor lag kar check keya ha tu
ab ya sara din chalta ha mujar koi problem nahi karta
ab ap ki advise darkar ha thanks