Page 2 of 31 FirstFirst 1234512 ... LastLast
Results 13 to 24 of 367

Thread: میری پسندیدہ شاعری جو کہ مجھے بہت پسند ھے

  1. #13
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► dil ki koi bat to ho
    ik apni esi raat to ho
    jab tum samnay baithay ho
    pal ki sahi mulaqat to ho
    khawahish dil main jagi hai
    is sahil pay barsat to ho
    tanha tanha kesay chlain
    koi apna dil say saath to ho.....

  2. #14
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Jo naa mil sakay wohi bewafa
    yeh bari ajeeb si baat hai
    jo chala gaya mujhe chor kay
    wohi aaj tak mere saath hai...

    Jo kissi nazar say Atta hui
    wohi Roshni hai khayal mien
    Woh naa aa sakay Mein Hoon muntzir
    Yeh khalish kahan thie Wisaal mien
    Meri Justju Ko Khabar nahi
    Woh Din rahay Naa Raat hai
    Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar
    Wohi Aaj Tak Mere Saath hai



    Karay Payar LUB Pay Gila Na Ho...
    Yeh Kisi kisi Ka Naseeb Hai
    Yeh Karam Hai Uska Jafa Nahi
    Woh Juda Bhie Reh K Kareeb Hai..
    Wohi Aankh Hai Mere Rubaru
    Ussi Haath Mein Mera Haath Hai
    Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar......................

    Mera Naam tak jo naa lay saka
    Jo mujhe Qarar Naa Day Saka
    Jissay iKhtiar Tou Tha Magar
    Mujhe Apna Payar Naa Day Saka
    Woh Shakhs Meri Talash Hai
    Wohi Dard Meri Hayat Hai
    Jo Chala Gaya Mujhe Chor Kar
    Wohi Aaj Tak Mere Saath

    Jo Naa Mil Sakay Wohi BEWAFAAAAAAAAAAAAA...
    Rizwan Arain

  3. #15
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► kuch din to baso meri ankhoon main
    phir khwab agar ho jao to kaya
    koi rang to meray charay ko
    phir zakham agar mehkao to kaya
    main tanha tha main tanha hoon
    tum aao to kaya na aao to kaya
    jab hi na mehkay savan main
    tum bad-e-saba kahlao to kaya
    kuch din to baso meri aankho main
    phir khawab agar ho jao to kaay.......

  4. #16
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Chaha tou bohat lakin woh mila hi nahin
    Lakh koshish ki magar yeh faasla mita hi nahin

    Is zamane ne majboor hi is qadar kia tha
    K meri kisi sada par woh thehra hi nahin

    Khuda se jholi phela kar manga tha ussay
    Khuda ne meri dua ko shayad suna hi nahin

    Har aik se sabab poocha terey na milney ka
    Har aik ne kaha woh tere liye bana hi nahin

    Main apni tamam koshishoon k bawajood tujhey haar gaya
    Aur tu usay mil gaya jis ne tujhey kabhi manga hi nahin

    Itni shiddat se chaaha magar tu kisi or ka ho gaya
    Shayad is jahan me wafa ka koi sila hi nahin ....

  5. #17
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Wafa jab maslehat ki shawl orhey
    Sard raat ka roop dharey
    Dil ke aangan main utarti hey
    To palkon par sitaaron ki dhanak muskaaney lagti hey
    Kabhi khwabon ke an-chuey heowlon sey bhi
    An-dekhi si anjaani si khushboo aaney lagti hey
    Kisi ke sang beetey, an-ginat lamhon ki zangeerain
    Achanak zehan main jab gungunaati hain
    Nafas ke taar main sannata sa yakdam cheekh uthta hey
    To yun mehsoos hota hey
    Hawayen aa ker sargoshi karti hain
    "Mohabbat ka tumhain idraak ab to ho gaya ho ga?"
    Ye jo bhi zakhm deti hey, kabhi seeney naheen deti
    Mohabbat rooth jaaye to, kabhi jeeney naheen deti

    Rizwan Arain


  6. #18
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► abhi thero.........
    abhi thero
    "abhi kuch din lagain gay"
    wasal ko khahish bananay main
    tumhain apna samajhnay kay liyay
    dil ko mananay main
    abhi kuch din lagain gay

    abhi hum apni apni khusboaon ko dil say milnay dain
    unhain mehsoos karnain dain
    wafa kia aur taqaza-y-mohabbat
    ki hadain kia hain
    hadoon ki sarhaddain kia hain
    phir in kay paar janay ka sabbab kia hai

    dhiyan-0-bay dhiyani main
    tumhari bheeghti batoon ki naddiya ki rawani main
    kahani hi kahani main
    agar bay-ja wo manzil
    koi khahish dilon ki kookh say paida hoi to kon dekhay ga
    hamaray naam ki sachai ko
    aur khahison kay bay-nasab mehtab chehron ko

    abhi thehro
    abhi kuch din lagain gay
    rista-y-bay naam ko hum-naam karnain main
    kahani ko kisi agaz say anjaam karnay main
    kahin izhar karnay main
    hamain iqrar karnay main
    abhi thehro
    abhi kuch din lagain gay
    Ch M Rizwan Arain

  7. #19
    Rashid Jan's Avatar
    Rashid Jan is offline Advance Member
    Last Online
    25th December 2022 @ 04:34 AM
    Join Date
    20 Jul 2008
    Location
    ur Dreams
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    3,889
    Threads
    49
    Credits
    85
    Thanked
    70

    Default

    great sharing bro..... sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper sooper

  8. #20
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► abhi thero.........
    abhi thero
    "abhi kuch din lagain gay"
    wasal ko khahish bananay main
    tumhain apna samajhnay kay liyay
    dil ko mananay main
    abhi kuch din lagain gay

    abhi hum apni apni khusboaon ko dil say milnay dain
    unhain mehsoos karnain dain
    wafa kia aur taqaza-y-mohabbat
    ki hadain kia hain
    hadoon ki sarhaddain kia hain
    phir in kay paar janay ka sabbab kia hai

    dhiyan-0-bay dhiyani main
    tumhari bheeghti batoon ki naddiya ki rawani main
    kahani hi kahani main
    agar bay-ja wo manzil
    koi khahish dilon ki kookh say paida hoi to kon dekhay ga
    hamaray naam ki sachai ko
    aur khahison kay bay-nasab mehtab chehron ko

    abhi thehro
    abhi kuch din lagain gay
    rista-y-bay naam ko hum-naam karnain main
    kahani ko kisi agaz say anjaam karnay main
    kahin izhar karnay main
    hamain iqrar karnay main
    abhi thehro
    abhi kuch din lagain gay

  9. #21
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na mang

    Maine samjha tha ke tu hai to darakhshan hai hayat
    Tera gham hai to gham-e-dehar ka jhagra kya hai

    Teri surat say hai aalam mein baharon ko sabat
    Teri aankhon ke siwa dunya main rakha kya hai

    Tu' jo mil jaye to taqdeer nugoon ho jaye
    Youn na tha maine faqat chaha tha youn ho jaye

    Aur bhi dukh hain zamane main mohabbat ke siwa
    Rahatein aur bhi hain vasal ki rahat ke siwa

    Anginat sadyoun ki tareek behimana tilsm
    Resham wa atlas wa kamkhwab main bunwaye hue

    Ja baja bikte hue koocha-o-bazar mein jism
    Khaak mein lithre hue khoon mein nehlaye hue

    Jism nikle hue imraz ke tanuron se
    Peep behti huee gulte hue nasooron se

    Lot jatee hai udhar ko bhi nazar kya kejeeye
    Ab bhi dilkash hai tera husn magar aya kejeeye

    Aur bhi dukh hain zamane mein mohabbat ke siwa
    Rahatain aur bhi hain vasal ki rahat ke siwa

    Mujhse pehli si mohabbat mere mehboob na mang ......

  10. #22
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Ab ke saal kuch aisa karna
    apney pichlay 12 mah ke
    dukh sukh ka andaza karna
    bisri yaadein taza karna

    saadah sa ik kagaz le kar
    bhooley bisrey pal likh lena
    apney saarey kal likh lena

    sarey dost ikhattey karna
    sari subhain hazir rakhna
    sari shaamain paas bulana

    aur ellawah in ke dekho
    sarey mousam dehaan mein rakhna
    ik ik yaad gumaan mein rakhna


    phir mohtaat qayaas lagana
    gar to khushian barh jati hain
    to phir tum ko meri taraf se
    aney wala ~SAAL MUBARAK~


    aur agar ghum barh jain to
    mut bekaar takalluf karna
    dekho phir tum aisa karna


    “meri khushian tum le lena
    mujh ko apney ghum de dena ...

  11. #23
    khalilahmadzai is offline Junior Member
    Last Online
    14th November 2018 @ 03:16 PM
    Join Date
    01 Dec 2008
    Location
    Kuwait
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    8
    Threads
    0
    Credits
    6
    Thanked
    0

    Default

    very nice poets thanks for share

    Khalil Amin Ahmadzai
    Kuwait 00965-65947285

  12. #24
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    یہ میرا ہنر تیری خوشیوں سے وابستہ
    میرے سارے لفظوں پہ تیری حکمرانی ہے
    کھیل جو بھی تھا جاناں اب حساب کیا کرنا
    جیت جس کسی کی ہو ہم نے ہار مانی ہے

Page 2 of 31 FirstFirst 1234512 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 3
    Last Post: 24th September 2022, 03:31 AM
  2. Replies: 9
    Last Post: 15th March 2012, 11:24 PM
  3. Replies: 13
    Last Post: 21st January 2012, 10:27 AM
  4. Replies: 2
    Last Post: 4th August 2010, 02:56 PM
  5. Replies: 15
    Last Post: 4th February 2010, 07:18 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •