Page 3 of 31 FirstFirst 12345613 ... LastLast
Results 25 to 36 of 367

Thread: میری پسندیدہ شاعری جو کہ مجھے بہت پسند ھے

  1. #25
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    مجھے آج بھی یاد ہے وہ سردیوں*کی شام، جب اُس نے میرا ہاتھ پکڑا اور میری آنکھوں میں دیکھ کر کہا

    " آپ کے ہاتھ بہت گرم ہیں اور یہ وفا نبھانے والوں کی نشانی ہے۔ "

    میں بہت خوش تھا، اتنا خوش کہ یہ بھی بھول گیا کہ اُس شام اُس کے ہاتھ کتنے سرد تھے

  2. #26
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    thanks bahi Khalil Amin Ahmadzai sahib

  3. #27
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    محبت میں غلط فہمی اگر الزام تک پہنچے
    کسے معلوم کس کا نام کس کے نام تک پہنچے
    تیری آنکھوں کے ٹھکرائے ہوئے وہ لوگ تھے شاید
    جو اک شرمندگی ہونٹوں پہ لیکر جام تک پہنچے
    سبھی رستوں پہ تھے شعلہ فشاں حالات کے سُورج
    بہت مشکل سے ہم اُن گیسؤوں کی شام تک پہنچے
    کسی نے بھی نہ اپنی دھڑکنوں میں دی جگہ جن کو
    وہ سارے ولولے میرے دلٍ ناکام تک پہنچے
    سجا کر آئے جب سونے کا چشمہ اپنی آنکھوں پر
    نظر ہم مفلسوں کی تب کہاں اُس بام تک پہنچے
    قتیل آئینہ بن جاؤ زمانے میں محبت کا
    اگر تم چاہتے ہو شاعری الھام تک پہنچے
    قتیل شفائی

  4. #28
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default Thanks

    Sub Dostoon ka sukreya junon nay poet ko pasand keya thanks.
    Rizwan Arain.
    0333-5943430

  5. #29
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Zulam seh kar bhi samajhta hoon keh tu maira hai
    Mairay dushman tiaray chehray pay lahoo maira hai

    Subh'e'dam shehar ke shoorish tairay dam say ho gi
    Raat kay pichlay pehar alam e hoo maira hai

    Mairay hathoon mein chupay zakham say pehchaan mujhay
    Tairay daman pay bhi ehsaan e rafoo maira hai

    Ghir gaya hoon talatum mein bhi zindaan ke tarhaan
    Halqa e mouj e rawaan tooq e galoo maira hai

    Itnee shoohrat bhi kaha chahee thee khud say mein nay
    Apnay hee shehar ka har shakhas adoo maira hai

    Dhoop chahoon ke yeah rutt dil mein thehar janay dai
    Aks taira hai tu sayaa lab e joo maira hai

    Pathroon say hai mohababt mujhay youn bhi raze
    Sungdil shehar mein aik aaina roo maira hai ....

  6. #30
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Udaasi Thehar jati hay
    Uhaasi ka Agarcha apna koi Ghar nahi hota...
    Magar jab bhi nigahon mein
    GuzarGahon ka Sona pan khatakta hay
    Kisi kay Aks mein Doobi hoi Ankhein
    Kabhi Jo Barishon ka Saath deti hain
    Safar ki Shab
    Akelay Pan ka gehra Rang
    Jab Veeran Dehlizon ki Pheeki zardiyon par Pheil jata hay
    Musaafir ko magar Jab bhi Pursa nahi deta
    Udaasi Thehar jati hay
    GaYE mausam
    Palat kay yaad kay Dhundlay Dareechon par
    Adhori Dastakon kay Shak bitha jatey hein
    Sardi Saans kay Tan man mein bas jati hay
    Seenay mei koi Lamha Utar kar Toot jata hay
    Kabhi Muddat kay pardesi
    Kabhi apne na aanay ka koi ****** bejhein
    Aur Makaanon pe Likhi Umeed Benaiee Gawa bathey
    Chathon pe Bhanj pan ka Dukh utar aaye
    Udaasi Thehar jati hay
    Kabhi Bichray hovon ka Dukh
    Kisi bhi SHaam ki Veerani se Lag kar roota hay
    Shabein Be arzo ho kar Khamoshi Aourr leti hein
    Kabhi jab Dil kay Nazuk Taar se likha gaya koi Khat
    Kahein Rastey mein Kho jaye
    Ya Khat ki Muntazir Khuahish ko koi Rog lag jaye
    Jahan Moqa nikal aaye ..

  7. #31
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Jesey tum zindgi jano, tumhen wo roog kehta hoo
    K jis ne khud hi chahat se tumhara haath thama hoo
    Wo apne dil k darwazey tumhi par band kar dey to
    MOHABAT MAR BHI SAKTI HAI……!!!!!


    Tumhen sangsaar karne ko jo sang bantey logo main
    Saba ko rokney ko Qafal daley Darichon main
    Kar k band Ghar k Dar saans par pehrey lagaey too
    MOHABAT MAR BHI SAKTI HAI……!!!!!!


    Yeh kis ney keh dya tum sey
    Mohabat mar nai sakti?????
    K jab koi tumhen jaan sey guzar janey ko kehta hoo
    Aadhi rah main khud hi palat janey ko kehta hooo
    Wo apni bewafai ka Khud hi Etraaf kar ley too
    MOHABAT MAR BHI SAKTI HAI…..!!!!!

  8. #32
    Hope's Avatar
    Hope is offline Advance Member
    Last Online
    7th January 2020 @ 04:18 PM
    Join Date
    25 Jan 2009
    Location
    Islamabad
    Gender
    Male
    Posts
    17,405
    Threads
    750
    Credits
    74
    Thanked
    212

    Default

    Nice Sharing

  9. #33
    muzafarmohsin is offline Advance Member
    Last Online
    20th September 2019 @ 04:41 PM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    5,561
    Threads
    731
    Credits
    78
    Thanked
    134

    Default

    very nice

  10. #34
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default thanks

    Quote Hope said: View Post
    Nice Sharing
    thanks dear

  11. #35
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Thumbs up Thanks

    All Dostoon Ka sukreya...

  12. #36
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► mere saath tum bhi dua karo yun kisi ke haq mein bura na ho
    kahin aur ho na ye hadsa koi raaste mein judaa na ho

    mere ghar se raat ki sej tak vo ik aansu ki lakir hai
    zaraa barh ke chand se puchna vo isi taraf se gayaa na ho

    sar-e-shaam Thehari hui zamin, aasman hai jhuka hua
    isi mod par mere vaaste vo chiragh le kar khada na ho

    vo farishte aap hi Dhoondiye kahaniyon kii kitaab mein
    jo buraa kahein na buraa sunay koi shaKhs un se Khafa na ho

    vo visaal ho ke firaaq ho teri aag mahakegii ek din
    vo gulaab ban ke khilegaa kyaa jo chiragh ban ke jalaa na ho

    mujhe yun lagaa ki Khaamosh Khushbu ke hont titali ne chu liye
    inhi zard patton ki oT mein koi phool soyaa huaa na ho

    isii ehatiyaat mein main rahaa, isi ehatiyaat mein vo rahaa
    vo kahan kahan mere saath hai kisi aur ko ye pata na ho.

Page 3 of 31 FirstFirst 12345613 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 3
    Last Post: 24th September 2022, 03:31 AM
  2. Replies: 9
    Last Post: 15th March 2012, 11:24 PM
  3. Replies: 13
    Last Post: 21st January 2012, 10:27 AM
  4. Replies: 2
    Last Post: 4th August 2010, 02:56 PM
  5. Replies: 15
    Last Post: 4th February 2010, 07:18 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •