Page 4 of 31 FirstFirst 123456714 ... LastLast
Results 37 to 48 of 367

Thread: میری پسندیدہ شاعری جو کہ مجھے بہت پسند ھے

  1. #37
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Hum jo toote to is tarah toote
    jaise hathon se girr k pathar par
    koi shafaaf aaiina toote
    jaise palkon se toot tha aansoo
    jaise seene main ik kamaan toote
    jaise umeed ki nazuk daali
    barg mosam main na gahaan toote
    jaise aankhon main khwab ki doori
    waqt e takmeel se ulajh jaye
    jaise pairon tale zameen nikle
    jaise sar par yeh asmaan toote
    jaise ik shaakh pe bharosa kia
    is pe jitne thay aashiyaan toote
    jaise wehshat se hosh aa jaye
    jaise ta dair main dheyaan toote
    ab jo raiza howay to sochte hain
    kis nay dekha tha tootna apna
    hum jo toote to raayegaan toote

  2. #38
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► woh khaloos tha ke khumar tha
    woh janoon tha ke saraab tha
    mujhey sochney mein zaman laga
    mujhey munzilon ne bhoola diya
    mujhey jis masiha pe maan tha
    mujhey us ne sooli charha diya

    kai humsafar kai rahguzr
    mujhey rastey mein miley magar
    meri tushnagi kuch aur hai
    meri justajoo koi aur hai

    woh jo roshni ki tarha barhey
    magar ansuon mei sama sakey

    jo subha ki pehli kiran bane
    mere dil ka aangan nikhaar de
    jo muhabbaton ki ravaytein
    laho ki bali se sanwaar de
    mujhey us wafa ki talaash hai
    mujhey us wafaki talaash hai

    magar is jahan-e-kharab mein
    yahan khahishon ke saraab mei
    mujhey kaun de aisy wafa
    mein kahan se laoon woh wafa
    inhi uljhanon mein ghira hua
    yehi sochta mein chala gya.

  3. #39
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► khuab martay nahi
    khuab dil hay na ankhay na sansay k
    raza rayza hoay tu bikhar jayn **
    jssam ki moot say yah b mar jayn **
    khuab martay nahi
    khuab to roshni hay, hawa hay
    jo kalay paharoon say roktay nahi
    zulam k duzakhoon say yah b pukhtay nahi
    rishni , nawa aur hawa k alam
    maktaloon may pohanch ker b yah juktay nahi
    khuab tu haraf hain
    khuab to noor hain
    khuab sukrat hain
    khuab mansoor hain
    ....................

  4. #40
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Neend say bojhel jalti Aankhie'n
    Lambi banjer jaagti raatien
    jab bhi main koi sapna dheko'n
    Sapna dhek kar dar jata hoo'n
    Sapnay akser dhuk daty hain
    Uljhay Uljhay rooz-o-shab May
    nawaqif bigaany saray
    In may jab koi apna dhekon
    Milnay say bhi katrata hoon
    Apnay akser dhuk daty hain...

  5. #41
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Smile jaisay kisi kitaab mein

    ••► itna hi yaad rakh mujhay
    jaisay kisi kitaab mein
    beetay dino k dost ka
    khat ik para milay
    lafz mitay mitay se hon
    rang urha urha sahi
    lekin wo ajnabi na ho
    bhoolay huway tamaam dukh
    guzray huway tamam sukh
    beetay dino ki kathaa
    tujh se kahay or ro parhay
    itna hi yaad rakh mujhay
    beetay dino k dost ka
    jaisay koi khat hoon main
    rakha huwa kitab mein
    ................

  6. #42
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► ik roz koi tou sochay ga
    parwaanon ki is basti mein
    ik shaks tha pagal paagal sa
    per baatein theek hi kehta tha
    baarish ki tarha pur shor na tha
    darya ki tarha chup rehta tha
    jin se is ko pyaar bala ka tha
    taanay bhi unhi k sehta tha
    ik shaks tha paagal paagal sa
    per baatein theek hi kehta tha
    ik roz koi tou sochay ga
    duniya ne usay kuch bhi na diya
    per us ne jag ko pyaar diya
    jaan rotay rotay kho beitha
    dil hanstay hanstay haar diya
    jo nazm likhi bharpoor likhi
    jo shair diya shahkaar diya
    kion jeetay jee dargor hua
    kisi jaan pay tun mann waar diya
    tha dushman kaun bechaaray ka
    kiss ranj ne us ko maar diya
    ik roz koi tou sochay ga
    aur pehron beith k roye ga!!!

  7. #43
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Sitaray jo damaktay hain
    kisi ki chashm-e-hayraan main
    mulaqatain jo hoti hain
    jamal-e-abr-o-baraan main
    ye na-abad waqtoon main
    dil-e-na-shad main ho gi
    muhabbat ab nahe ho gi
    ye kuch din baad main ho gi
    guzar jaen gay jab ye din
    ye oon ki yaad main ho gi....

  8. #44
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Tum Meri Aankh ke Tevar na Bhulaa Paaoge
    An Kahi Baat ko Samajhoge to Yaad Aaongaa

    Humne Khushiyon ki tarah Dukh Bhi Ikhatey Dekhe
    Safaah-e-ziist ko Palatoge to Yaad Aaongaa

    Isii Andaaz main Hotey Thay Mukhaatib Mujh Se
    Khat kisi aur ko Likho gay to Yaad Aaongaa

    Sard Raaton ke Mehakte huai Sannnaaton mein
    Jab kisii Phool ko Choomogay to Yaad Aaongaa

    Ab teray Ashk main Honton se Churaa letaa hoo
    Haath se Khud inhen Ponchhoge to Yaad Aaongaa

    Shaal Pehnaegaa ab kaun December mein Tumhein
    Baarishon main kabhi bheegogay to Yaad Aongaa

    Aaj to Mehfil-e-Yaaraan pe ho Magaroor bohat
    Jab kabhi Toot ke Bikhrogay to Yaad Aaongaa

    Haadsay Aayenge Jeevan mein to tum hoke Nidhaal
    Kisi Deevaar ko Thaamogay to Yaad Aaongaa

    Is main Shaamil hai meri Bakht ki Taareeki bhi
    Tum Siyaah Rang jo Pahnogay to Yaad Aaongaa ..

  9. #45
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Mere rang-e- andaz ka koi rang use bhaya hi nahi
    mere mussawir ne mujh ko bana k toor dia!!!!!!!!

  10. #46
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    "Much ko maloom hai
    Woh shaks mera nahi
    Phir bhi
    Khawab ban kar aankhon kai
    Darechon mai
    Uterta hai woh
    Meri sanson mai khushboon ban kar
    Her pal
    Her saat
    Mehakta ha woh
    Meri dharkano mai
    Ek namalom si
    Sada ki tarah
    Dharakta hai woh
    Mere wajood kai gird
    Hissar ki manind rehta hai woh
    Mere honton pe
    Ek masoom si duua ki tarah
    Aur
    Meri palkon pe
    Sitaroon ki manind
    Chamakta hai woh
    Magar
    Mere hath ki lakeroon per
    Us ka koi naam nahi
    Kiyon kai
    Woh shaks mera nahi
    Han
    Woh shaks mear nahi
    http://www.rizwan.cjb.net

  11. #47
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Koi poochay tou mai kia kahoon
    Usay kia bataon!
    Yeh roz o shab tou janam janam per muheet hay
    Mere zakhm zakhm Dil o Nazar
    Mujhay is janam mein nahi milay
    Mere ratjage, mere hamsafar
    Mere saath aaj nahe chalay
    Yeh muheeb wehshat e fikar jo
    Mere naqsh naqsh ki rooh hay
    Koi be-sabaat biyaan nahe
    Yeh tou aatmaon ka aks hay
    Yeh tou devtaon ka dhiyan hay
    Yeh tou janay kaisee sadi sadi ki azziaton ka giyan hay
    Yeh ajeeb meri muhabbatain,Yeh ajeeb mere gham o alam
    Yeh naseeb sang e siyah per
    Yeh waraq waraq per garay qalam
    yeh kara hisaar niya nahe
    mera intizar qadeem hay
    Mera us say piyar qadeem hay
    Yeh ajeeb meri muhabbatain!!

  12. #48
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Teri yaad kahin rakh kar bhool gaya hoon

    Socha tha pehlay kar loon who kaam jo mujh ko karnay hain
    Phir to saaray mah-o-saal issi kay saath guzarnay hain

    Jub yeh farz ada kar loon gajub yeh qarz utaaroon ga
    Umr ka baqi hissa teri yaad kay saath guzaroon ga

    Aaj faraghat paatay hee maazi ka daftar khola hai
    Tanhai mein baith kay apna ik ik zakhm tatola hai

    Chhan chukka hoon jism-o-jaan par aaee hooee kharashon ko
    Ulat palat kar dekh liya hai armanon kee lashon ko

    Kamray mein rakha tha ussay ya dil mein kahin dafnaya tha
    Jaanay who anmol khazana mein nay kahan chhupaya tha

    Saari umr ka haasil thee yeh khonay walee cheez na thee
    Soch raha hoon yaad teri gum honay walee cheez na the

Page 4 of 31 FirstFirst 123456714 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 3
    Last Post: 24th September 2022, 03:31 AM
  2. Replies: 9
    Last Post: 15th March 2012, 11:24 PM
  3. Replies: 13
    Last Post: 21st January 2012, 10:27 AM
  4. Replies: 2
    Last Post: 4th August 2010, 02:56 PM
  5. Replies: 15
    Last Post: 4th February 2010, 07:18 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •