Salam,

Mujhe yeh samaj na hai yeh API kya hoti hain. Aur SOAP aur Rest API mein kya farq hai?

Ajj mein apnay dostoon mein tha tu woh baat kar rahay they magar mujhe samaj nahi aya.

Madad k talabgaar.

Shukria