I'M new Mujhe bahut shauq tha ITDuniya pe Id Banane ka 2din banate banate guzar gaye Akhir kaar app download ki to ban gayi Phir 4Din samajh mei aate aate guzar gaye Aaj Alhamdu lillah Rasta mil Gaya Aur Main Aapne ItDuniya K dosto K saath hun Mujhe Bahut Khushi Hui hai k Mai ItDuniya ka hisa Hun Main Allah se Dua Karta Hun Mera Waqt Acha guzre Aur meri waja se kisi bhi dost ko taqleef na ho..! Thanks
Bookmarks