Hello Dosto i am Zeeshan from Humptech tips and tricks

Aj kal new smartphones main option aaya hai Frp lock kaa.. (frp= factory reset protection)
yani k agar ap apna mobile hard reset karte hain to ap ko apna gmail account aur pasword enter
karna parta hai jo k kafi log bhul jate hain aur nateejatan un ke mobile lock ho jate hain

to dosto is ka aik to tareeka ye hai k ap kisi expert software wale ke pas jaen aur use 800 900 rupe de k lock kholen ya phr thori si search kar k ap khud bhi ye kar skte hain

aj main apko qmobile s2 ka frp lock kholne ka tareeqa btaon ga.,
sab se pehle apko aik wifi connection ki zrurat hogi bcoz ye process without wifi kam nhi karta
mobile ko wifi se connect karen
aur us ke bad ye video dekhen. video tutorial mene khud banaya hai urdu main hai soo doston ko koi problem nahi hogi

thanks dabana na bhuleye ga...