Aoa.

mujhy pata hy k pakistan mai pay-pal kaam nhi krnta lakin phr b bht sy log pay-pal use kr rahai haim pakistan mai without any risk .Mujay ebay amazon mai apni product sale krni hain.Please koi guide kr dy k mai paksitan mai pay-pal ka account kaisy bana skta hun jo k safe ho aur kaisy use kiya ja skta hy .