Assalam o alaikum.
Dosto apki madad chayei wo ye hai k Ufone ke har 3g package PE likha hai k Free Facebook WhatsApp.
Mein ye pochna chata hoon k agar koi BHI karwaya to Kya us package ki Jo mb milegi us SE WhatsApp ki downloading kategi ya free me hogi ....?
Banda jawab ka muntazir hai..
Bookmarks