Page 1 of 5 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 52

Thread: Forex k bare mai guidance.

  1. #1
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default Forex k bare mai guidance.

    Salam doston, aj se mai ap ko Forex k bare mai roz naye naye cheze samajho ga aur is k ilawa agar ap logo ka koi bhe sawal hoga to is ka bhe jawab donga. To umeed ha ap logo ko madad mile gi kiu k boht se logo ne mujhe kafi zada kaha ha k hum step by step samajhao to mai koshish karonga k kuch aisi cheze bata sakon jis se ap ko trading karne mai asani ho aur behtar samajh ai. Is k ilawa agar ap ko direct learn karna ho to OctaFX broker ki web site pay educational section ha jis se keya ja sakta ha. To kal se mai ek ek baat share karonga.
    My Payment Proof
    Name:  1.jpg
Views: 437
Size:  26.9 KB
    Last edited by ALi.HaiDEr; 22nd April 2017 at 06:45 PM. Reason: Payment Proof Added

  2. #2
    hadsee's Avatar
    hadsee is offline Advance Member
    Last Online
    31st July 2022 @ 07:34 PM
    Join Date
    09 Aug 2014
    Location
    Lahore
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    850
    Threads
    122
    Credits
    2,212
    Thanked
    53

    Default

    Very good i am waiting

  3. #3
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    Quote hadsee said: View Post
    Very good i am waiting
    Quote traffic said: View Post
    Price action wali full strategi yehan sekhao
    Salam dosto, jese k maine kaha hum aj se shuru karein gay humari step by step guidance. Dear ya strategy agar mai batao ga to phir koi faida nahi hoga kiu k jin ko Forex k bare mai pata nahi ha in k sar k opar se jai ga ya sab. To filhaal to mai sirf aur sirf basic samajhne wala hon phir agay ja kar ya strategy zaroor batao ga. Umeed ha k ap logo ki madad hogi magar phir bhe agar ap chaho to OctaFX broker ki web site pay jao wahan ap ko help miljai gi is bare mai.

  4. #4
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    To sab se pehle to mai boht hi simple cheez newbies ko samjhao ga k Forex jo hota ha basically Foreign Trading ko kehte hain wese to hum jis Forex ki baat kare hain woh kisi broker k through ke jati ha jese k mai OctaFX broker k sath karta hoon lekin even is k bare bhe hum often Forex ka part ban jate hain kiu k jab hum travel karte hain kisi aur country mai to hum apni country de kar in ki currency lete hain to is k zariya hum bhe Forex ka hisa ban jate hain.

    Ab baat main Forex trading ki to ya basically Stock Exchange ki tara hi hoti ha. Sirf is mai itna difference ha k Stocks ko banda sirf BUY kar sakte ha aur jab price barhe to SELL kar k profit milta ha magar FOREX trading mai humare pass 2 options hote hain ek “BUY” aur dosra “SELL” ab difference ha k STOCK mai hum profit mai tab hi jai gay jab humari SHARE ki price barhe gi magar FOREX mai even NEGATIVE price jai tab bhe hum PROFITS kama sakte hain magar ya tab hoga jab hum SELL Option pick karein gay.

    Ab mai ek chota sa example deta hon. Sab se pehle Stock mai humne Pepsi name ki company mai Invest keya aur jese maine bataya hum yahan sirf BUY kar sakte hain to humne PEPSI naam k SHARE ko purchase keya jis ki price thi 20 rupes aur price jo ha 25 rupes pay chali gaye to hume 5 rupes ka profits hoga per SHARE magar agar price 15 rupes pay chali jai to hum -5 rupes minus mai honge. Magar ab yahi cheez Forex mai repeat karein to humne Pepsi mai trade ke aur 20 rupes pay “BUY” kara aur price 25 rupes pay gaye to 5 rupes ka profit hoga MAGAR agar price 15 rupes pay gaye to hume 5 rupes ka lost hoga magar yahan scene ya ha k hum “SELL” option bhe use kar sakte hain to agar humne 20 rupes pay “BUY” ki jaga “SELL” ki hoga to hume 5 rupes lost ki jaga PROFIT HOGA. I hope k ap logo ko obvious difference samajh agaya hoga Forex aur Stock Market ka Inshallah agay mai aur cheze samajhoga step by step aur kisi ko complete learn karna ha to OctaFX broker ki web site pay visit kijiya.

  5. #5
    M Um4r's Avatar
    M Um4r is offline Member
    Last Online
    15th October 2021 @ 06:55 AM
    Join Date
    03 Feb 2017
    Age
    25
    Gender
    Male
    Posts
    280
    Threads
    22
    Thanked
    6

    Default

    Quote Ali Sohaib said: View Post

    ماشااللہ بھائی آپ نے بہت اچھا سلسلہ شُروع کیا ہے،میں بھی فاریکس ٹریڈنگ سیکھنا چاہتا ہوں،لیکن آپ سے التماس ہے روزانہ کی ایک کلاس شئیر کیا کریں،بیسک سے ایڈوانس لیول کی طرف،تا کہ جس نقطہ کی ہمیں سمجھ نہ آئے،ہم آپ سے اس کلاس میں پوچھ لیا کریں گے۔
    اور اس طرح آپ کی تمام کلاسز ایک کورس کی شکل میں محفوظ ہو جائیں گی،اور ہمیں سیکھنے کا اور آپ کو سیکھانے کا لطف بھی آئے گا،اگلی کلاس کا انتظار ہے،بہت اچھا سلسلہ آپ نے شُروع کیا،بہت شکریہ

  6. #6
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    Quote M Um4r said: View Post

    Boht shukria Umar ap ka magar ap ko mere broker OctaFX ko bhe thanks bolna chaiya kiu k in k begair mai learn nahi kar sakta tha. Maine pehle socha tha daily kuch na kuch sikhao ga magar is ki jaga mai har hafte ek lesson likho ga ise ap logo ko time mile ga samajhne mai aur agar koi questions honge to woh bhe ap poch sako gay. To umeed ha k ap logo ki madad hogi aur ap log bhe Forex trading kar sako gay.

  7. #7
    M Um4r's Avatar
    M Um4r is offline Member
    Last Online
    15th October 2021 @ 06:55 AM
    Join Date
    03 Feb 2017
    Age
    25
    Gender
    Male
    Posts
    280
    Threads
    22
    Credits
    1,714
    Thanked
    6

    Default

    Quote Ali Sohaib said: View Post
    Boht shukria Umar ap ka magar ap ko mere broker OctaFX ko bhe thanks bolna chaiya kiu k in k begair mai learn nahi kar sakta tha. Maine pehle socha tha daily kuch na kuch sikhao ga magar is ki jaga mai har hafte ek lesson likho ga ise ap logo ko time mile ga samajhne mai aur agar koi questions honge to woh bhe ap poch sako gay. To umeed ha k ap logo ki madad hogi aur ap log bhe Forex trading kar sako gay.
    That's good brother, keep it up, We are waiting...

  8. #8
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    To first lesson mai maine ap logo ko Forex aur Stock mai basic difference bataya k Forex mai halat kese bhe ho banda earning kar sakta ha. Ab sirf Forex ki baat hogi. Ab baat ati ha k Forex mai hum trade kis pay karte hain? Forex mai hum mainly ya to Currency Pairs mai trade karte hain ya phir commodities, Indices ya aisi cheze. Hum filhaal Currency pairs ki baat karein gay. Forex mai basically har currency k sath ek pair hoti ha jese k Euro/USD ab agar ap OctaFX broker ki web site pay jao wahan dekho symbol hoga Eur/Usd to agar ap trading kare ho aur apne ya pair pick kari jis mai apne “BUY” Keya Eur/Usd ko to is ka matlab ha k ap samajhte ho k Euro jo ha is ki price up jai gi aur Dollar weak rahi ga to is lia apne Eur/Usd pair ko buy keya. Jo pair pehle listed hoti ha jese Eur/Usd mai Euro pehle ata ha to ise hum Base currency kehte hain aur 2nd wali ko quote currency. To ab is ka hi example opposite le lo. Apne Eur/Usd ko “Sell” keya to is ka matlab ha k ap samajhte ho Euro weak rahi ga ya aur Dollar strong to is waja se apne Euro ko SELL kardia aur Dollar purchase karlia. To basically yahi formula har pair pay apply hota ha phir chahe Eur/Usd ho Gbp/Usd ya phir Usd/Jpy. To is hafte ka yahi lesson tha agar ap k koi bhe questions ho to please sochein.

    Aur is k ilawa ap yahan se bhe learn kar sakte hain – https://www.octafx.com/education/articles

  9. #9
    Raja Waqas is offline Senior Member+
    Last Online
    15th January 2024 @ 11:53 PM
    Join Date
    21 Nov 2015
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    302
    Threads
    79
    Credits
    2,692
    Thanked
    7

    Default

    nice but i already know

  10. #10
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    Quote Raja Waqas said: View Post
    nice but i already know
    Raja ya achi baat ha k ap ko ya cheze pata ha magar yahan boht se log hain jiinhe nahi pata hogi to in ki zaroor madad hogi. Balke mai to ap ko bhe kaho ga k ap agar koi aisi cheez share karna chahre ho to zaroor karo jis se newbies ki madad ho sake.Mai khud koi expert nahi hon magar itni achi tara se trading karleta hoon k decent earning hoti ha is mai OctaFX broker ki madad milti ha khasi inki conditions ki waja se to meri yahi koshish ha k ap logo ki bhe kuch help hojai.

  11. #11
    Raja Waqas is offline Senior Member+
    Last Online
    15th January 2024 @ 11:53 PM
    Join Date
    21 Nov 2015
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    302
    Threads
    79
    Credits
    2,692
    Thanked
    7

    Default

    bro meny bht se post ki thi forex keh barr me our ye bhi keh ham bgair investment k kaisey forex trading kar sakte hain not demo real profit withdrable likan is forum keh admib be har bar meri post deleted kardi

  12. #12
    Ali Sohaib is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd October 2019 @ 04:18 AM
    Join Date
    29 Dec 2015
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    292
    Threads
    5
    Credits
    1,933
    Thanked
    4

    Default

    Quote Raja Waqas said: View Post
    bro meny bht se post ki thi forex keh barr me our ye bhi keh ham bgair investment k kaisey forex trading kar sakte hain not demo real profit withdrable likan is forum keh admib be har bar meri post deleted kardi
    Mai itna old nahi hoon to mujhe to khair idea nahi ha k apne kia details share kari thi aur admin ne kiu delete keya tha magar agar ap chaho to idhar ap post kar sakte ho dubara. Mai samajhta hoon yahan k Mods aur Admin boht ache hain kiu k maine kafi dekha nahi ha inhe koi galat post delete karte hue. Khair ab baat jese apne kaha bina investment ki to maine opar ap ko bataya Octafx k bare mai jin ka har hafte demo contest hota ha cTrader jis se zariya hum learn to kar sakte hain magar prize bhe jeet sakte hain.

Page 1 of 5 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Need guidance ...
    By waleed58 in forum Educational Discussion
    Replies: 9
    Last Post: 4th September 2014, 06:05 PM
  2. Qmobile A3 help n guidance
    By a_shaheer in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 1
    Last Post: 26th January 2014, 07:09 PM
  3. Guidance about Andriod.
    By arif234 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 2
    Last Post: 9th July 2013, 12:01 PM
  4. Required ur Guidance
    By FaisalMuqaddam in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 11th January 2010, 04:42 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •