Quote nadifsd said: View Post
or meri 1 request hai apse agar aap seo ko jante hain tab hi logo ko guide karen wagera logo ko black hat and white hat ke chkar mai na daly ye black hat la lafaz fake log use karte hain jinho ne masoom logo ko khanian suna ke paise kmany hun is se behtar hai aap logo ko backlinks ke bare mai guide karen or aise links ke bare mai btay jinko google pasand nahi krta or on page ke bare mai guide karen ab agar main btaun to ke aap guide karen to ye comment nahi article ban jay ga bura laga ho to mazrat chta hun
Black hat sa murad bilkul meri bhi stategies ee tha .. Just like backlinks web2.0 sa ap bnaloa lakin agr 50+ bnaoga tu spam hoga . agr 50 sa km tu spam ni hoga . lakin software sa bnana masla ni hy lakin whan sa b 50+ ni hona chhahay