Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 25 to 32 of 32

Thread: How is that

  1. #25
    NINJA_SHOW's Avatar
    NINJA_SHOW is offline Senior Member+
    Last Online
    28th March 2010 @ 06:47 PM
    Join Date
    18 Jan 2006
    Posts
    332
    Threads
    12
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Assalam-o-Alaikum !

    As Abdul Moeed bhai said, I also dont rely on only one person's comments.
    Shakir bhai ke comments parh kar har koi hee faisla kar sakta hay k kia unho ne kuch ghalat kia ya nahin.

    Jahan tak Doctor sahib kee bat hay to main ne yeh note kia hay k jab se doctor bhai is forum par aaye hain, har dosre din koi na koi masla create ho raha hay, Kabhi kissi par keechar uchal rahay hain to kabhi kissi par.

    Ab Shakir bhai ne ik Hadith(SAW) paish kee jis ka mafhoom hay k "Jo sunee sunaye bat kahay wo jhoota hay" .. To is ka saaf matlab yehe hay k kabhi bhi sunee sunayee bato par yaqeen nahin karna chaiye aur na hee usay aagay pohanchana cahiye . Yehee logic Shakir bhai ne use kee to Doctor sahib ko aag lag gayee.. unho ne aadha fiqra post kia aur lagay bohtaan bandhnay. Bhai har cheez ko taasub ke nigah se na dekho ..

    I am with Shakir bhai because i dont think k Doctor sahib ka ilzam durust hay. So behtar yehee hay k Admin sahib dono fareeqain ke batain parhain aur phir jo man main aaye faisla karain. but khudara aap bhi kissi tassub kee bheent na cahr jayega.

    Aur jahan tak IbneAbi Sadiq sahib kee bat hay to in ko jo new nick dikhta hay yeh samajhtay hain k Shakir bhai ne new register karwaya hay aur apnay lie hee daleel de rahay hain .. is bat ka main bhi evidence hon aur sab jantay hain k main kitnay mahino se yahan par hon . but Usman(ibneabi sadiq) bhai ne mujhay bhi nahin chora aur PM kar ke farma dia k main bhi naam badal kar aaya hon .wah wah kia kehnay janab ke. Kuch ziada hee daray huay malom hotay hain shayad aap Shakir jee se

    Shukria

    Assalam-o-Alaikum .

  2. #26
    Join Date
    12 Jun 2006
    Location
    Karachi
    Posts
    589
    Threads
    35
    Credits
    830
    Thanked
    0

    Default Asalaam o Alaikum

    Allah O Akber
    Attached Images Attached Images  
    [IMG]http://www.************/uploads/f5efcfc73a.gif[/IMG]

  3. #27
    Join Date
    12 Jun 2006
    Location
    Karachi
    Posts
    589
    Threads
    35
    Credits
    830
    Thanked
    0

    Default Asalaam o Alaikum

    Allah O Akber
    Attached Images Attached Images  

  4. #28
    truthfinder is offline Member
    Last Online
    10th December 2007 @ 06:23 PM
    Join Date
    22 Oct 2006
    Location
    in ALLAH's world
    Age
    34
    Posts
    1,427
    Threads
    158
    Thanked
    0

    Default

    mera masg sirf mr doctor k liye nahi tha ye shakir sahab k liye bhi tha ore ye shakir sahab hi ki aik post ma kaha gaya ha kagar ap iss cheez ka hawala mangte hain to ma de deta hoon jab k wo revayat kehte howe hawala nahi diya gaya mere kehne ka matlab ye nahi k ap loog rivayat dena hi chor dain mere kehne ka matlab ha ka ap loog har rivayat ka saath us ka hawala bhi diya karain or jahan tak rahi baat k ye shakir hi ki id ha to ma koi or shakhas hoon ho sakta ha ap na mere introduction ma mere bare ma parha hoo or abi tak na ma docter k saath hoon or na shakir ka saath hoon

  5. #29
    Muslim is offline Senior Member+
    Last Online
    15th July 2010 @ 11:26 PM
    Join Date
    01 Oct 2006
    Posts
    172
    Threads
    26
    Credits
    0
    Thanked
    10

    Default

    Assalamu Alaikum

    Fareeqayn ke posts parhne ke baad yeh baat bilkul wazih hojati he ke shakir bhai ke khilaaf janboojhkar ek muhim chalaayi jaarahi he.

    Shakir bhai se agar deeni massaail par koyi ikhtilaaf ho to dalaayil ke zariye jawab deina chahiyei tha.

    Koyi bahana banakar unko khamoosh karanei ki koshish karna na insaafi hei.
    kisi sei dushmani kei wajh se us sei nainsaafi karna Islam mei sakht man’a hei.

    Allah Ta’ala Farmata hei:




    darasal , hamare mu’asharah mein hadis kei naam par bohot si aisee batein raij hein jo hadis sei sabit nahi hei. salafus-saliheen aur a’imma kiaram ne ahadees ko jam’a karnei aur parkhnei ka ek mustaqil fann qaem rakha , take sarur-e- kaainat (Sallallahu Alaihi wa sallam) sei aisee koyi baat mansoob na ki jayei jo aap nei apni zuban sei ada nahi ki ho.

    Imam Abu Hanifa ( R.A) farmatei hein “ saheeh hadees meira thareeqa hei “.




    Har ek musalman ka bhi yehi thareeqa hona chahiyei.

    Isliyei hamein chahiyei Rasool (Sallallahu Alaihi wa sallam) sei sirf woh baat mansoob karein jo saabit ho.

    Agar hawala moujood ho to ahadees ki sihhat ka baasaani pata chal jata hei, warna saheeh aur jhoot ka pata chalna mushkil hojata he.

    wassalam

  6. #30
    arshy's Avatar
    arshy is offline Senior Member+
    Last Online
    4th November 2014 @ 07:09 PM
    Join Date
    15 Mar 2006
    Location
    Europe
    Posts
    925
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    sikary shab ki wazaht parh ker bhi kiya lakeer peetna zarori he ???,IT DUNYA me beth k easi baatin,kuda sab ko khush rakhay

  7. #31
    Join Date
    12 May 2006
    Location
    Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,919
    Threads
    65
    Credits
    960
    Thanked
    0

    Default

    Bhas Bara-e-Bhas

    yahan har kohi apnay apop ko hi sahi batayay ga


    May Admin or SM say .. Apeel karta hon kay is thread ko lock kar diyah gahay .. In quick manners /// Thanks
    .......

  8. #32
    Join Date
    09 Nov 2005
    Location
    @itdunya.com
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    20,633
    Threads
    1118
    Credits
    28,335
    Thanked
    4779

    Default

    Moderitor Shakiry kee Tamam Thread kee Review bahut jald ke jaye gee.....
    in ke tamam thread koo hum chick karengee......
    Thread closed..........

    Click Here to View All My Important Threads (Afridi)

    وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
    اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
    Pakistan Zindabad


Page 3 of 3 FirstFirst 123

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •