Shuru Allah ke Naam Se Jo Nayat Merban Or Karam Farmana Wala Ha
As-Salaam-Alaikum Dosto
Umeed ha app sab khariat sa ho ga.
Dosto ajj ma app ko aik asa software ka bara ma batana ja raha ho jo app ka computer ki speed or performance ko srif 1 click ma 100% increase kar data ha app ma sa sahid bot sara dosto ko iss sofware ka bara ma pala b pata ho ga. Ma na pala is software ko khud istmal kar ka dakha ha is na mera system ki performance ko 100% increase kar dia ha. Tu app dosto sa ma ya software share krna ja raha ho ta ka mera ksi dost ko iss software sa fida ho jia. Ma software ka link nai da sakta kyu ka meri posts ki data abi itni nai hui ha.
Software ka nam ha: Adwcleaner
ya Malwarebytes company ka software ha. Ma app ko recomment kro ga ka app is ko aik data zaror istmal kar ka dakha. Ya software bilkul free ha app ko iss sa zaror fida ho ga. Allah app sab dosto ko kush rakha or sayat da.
Bookmarks