Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 25 to 36 of 36

Thread: Ye Janab Phansi Ke Mukhalif Hain -- Bilawal Bhutto

  1. #25
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote EmranHashmi said: View Post

    Maana k pakistan k haalat is qabil nhi lekin ap mashAllah educated lagty ho aur aese alfaz use krna ap par suit nhi karta. Koi jo bhi kary apny qabar me khud jawab de ga. I hope u will understand

    JazakAllah
    Aameen for your Dua ,, Clear me one thing plz ,, ke Aap ne Aaj tak is Forum per mere kitney Articles parhey hain?? 2nd ye bataen ke kya wahan bhi Aap ne parh kar comment kia kabhi?? 3rd ye bataen ke is Thread mein aisa kya tha ke meri education per baat Aa gayi?? maana ke sakht alfaaz hain but end mein mention kia gaya hai ke KABHI KABHI AISA KARNA NA-GUZEER HO JATA HAI,, qabar mein to subhi ne apna jawab dena hai but is ka kya matlab ke islam aur pakistan ke khelaf ye sub mil kar kaam kartey rahen aur awam bhi inhen poojti rahey?? kya hum apna jaez kaam bhi chorr den??

    umeed hai Aap meri baat samjhen ge ,, jazakALLAH

  2. #26
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote javed sumra said: View Post
    Ye Dono Party ab nahi bani chaiye pp aur noon leag
    log khud he aisey hain,, is liye unke Hukmaran bhi aisye he hain,, votes inhen he degi awam

  3. #27
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Ivram said: View Post
    fasih bhai esa kia kar diya bilawal ne jo dosron ne nahi kia ap jesa parha likha person bhi ese baten likh raha subh political ek jese hain ese baten apko soot nahi karte apna khyal karen
    Thanks for concern,, Clear me one thing plz ,, ke Aap ne Aaj tak is Forum per mere kitney Articles parhey hain?? 2nd ye bataen ke kya wahan bhi Aap ne parh kar comment kia kabhi?? 3rd ye bataen ke is Thread mein aisa kya tha ke meri education per baat Aa gayi?? maana ke sakht alfaaz hain but end mein mention kia gaya hai ke KABHI KABHI AISA KARNA NA-GUZEER HO JATA HAI,, islam aur pakistan ke khelaf ye sub mil kar kaam kartey rahen aur awam bhi inhen poojti rahey?? kya hum apna jaez kaam bhi chorr den??

    apna khayal karen ke yoon to kayi meanings bantey hain,, Aap ne jis bhi lihaz se bola hai,, Shukriya,, baqi dekhi jaye gi ke kon kya hai aur ALLAH PAAK kis ke sath hain

    umeed hai Aap meri baat samjhen ge ,, jazakALLAH

  4. #28
    My Heaven's Avatar
    My Heaven is offline Advance Member
    Last Online
    22nd July 2021 @ 12:31 PM
    Join Date
    26 Nov 2010
    Location
    Kashmore
    Gender
    Male
    Posts
    2,805
    Threads
    306
    Credits
    7,621
    Thanked
    137

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Aameen for your Dua ,, Clear me one thing plz ,, ke Aap ne Aaj tak is Forum per mere kitney Articles parhey hain?? 2nd ye bataen ke kya wahan bhi Aap ne parh kar comment kia kabhi?? 3rd ye bataen ke is Thread mein aisa kya tha ke meri education per baat Aa gayi?? maana ke sakht alfaaz hain but end mein mention kia gaya hai ke KABHI KABHI AISA KARNA NA-GUZEER HO JATA HAI,, qabar mein to subhi ne apna jawab dena hai but is ka kya matlab ke islam aur pakistan ke khelaf ye sub mil kar kaam kartey rahen aur awam bhi inhen poojti rahey?? kya hum apna jaez kaam bhi chorr den??

    umeed hai Aap meri baat samjhen ge ,, jazakALLAH
    Apki effort apni jaga theek hai lekin ye zaban hi hai jo hamen arsh aur farsh par pohnchati hn . agr kisi k bura krny par hm uski burai k lye aese sakht alfaz use krengy to un me aur hum me farq hi kya reh jata hai. Khair mind mat kijiye ga, mjhy ek cheez achi nhi lagi wo mention krdi aur wo kehty hn na k aziz wohi hota hai jo apki ghalti nikaly. Warna aese alfaz ap ne use krty hi rehna tha. Baqi rahi siasatdano ki bat to bhai me phr se dohrana chahunga k qabar me ye hisab lazmi hongy agr hum kisi ki burai krty hn to ye gheebat me shamil hai. I hope meri baton se ap mind nhi krengy.
    JazakAllah
    I always value the people who come and go from my life.

  5. #29
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote EmranHashmi said: View Post

    Apki effort apni jaga theek hai lekin ye zaban hi hai jo hamen arsh aur farsh par pohnchati hn . agr kisi k bura krny par hm uski burai k lye aese sakht alfaz use krengy to un me aur hum me farq hi kya reh jata hai. Khair mind mat kijiye ga, mjhy ek cheez achi nhi lagi wo mention krdi aur wo kehty hn na k aziz wohi hota hai jo apki ghalti nikaly. Warna aese alfaz ap ne use krty hi rehna tha. Baqi rahi siasatdano ki bat to bhai me phr se dohrana chahunga k qabar me ye hisab lazmi hongy agr hum kisi ki burai krty hn to ye gheebat me shamil hai. I hope meri baton se ap mind nhi krengy.
    JazakAllah
    main Aapki niyat ya meri kher khuwahi per shak nahi kar raha ,, but kuch baten Aapko clear karna intehayi zuroori hain

    1-Zuban beshak bandey ko arsh ya farsh per laati hai but yahan mere thread per ye baat is liye lagoo nahi ki ja sakti because maine koi Gali nahi di ,, na koi Ghalt bayani ki ,, sirf HAQAIQ samney rakhey aur wo koi Jhutla nahi sakta, aur ISLAM O PAKISTAN ki mohabbat aur pyar mein aisa kia jo ke kisi trah bhi Ghalt nahi hai

    2-Maine aisa nahi kartey rehna tha as you said ,, han jub bht he zuroorat parrti tub kisi hadd tak karta jesa ke isee Thread mein kia .. but i will again say ke Aap ne mere is forum per kitney mazameen parhey howe hain??

    3- kya bilawal ne indian deshat gard ki phansi ki saza per mukhalifat nahi ki?? kiun ki?? mumtaz qadri ki baar ye sub jashan kiun mana rahey they?? aur aisey be-tahasha sawal hain but leave them

    4-bilawal ke protocol ki waja se ek choti si bachi mar nahi gayi thee?? kiun maar dia gaya usey?? aur phir uske walid ki zuban band karney keliye paison se usey khareed lia gaya?? in mein aur FIRHONON mein kya faraq hai?? kya deshat gardi sirf kisi ko goli ya bomb se maarna hai?? kya protocol ki waja se kisi ko ilaj na milney deney se wo mar jaey to ye qatal nahi hai??

    5-kya ye sub khuley munafiq nahi?? agar munafiq ko munafiq kehney se dara jaye ya ruka jaye to ahadees mein kiun munafiq ya nifaz ka ziker hai?? kya munafiq ko banda poojta rahey moortian bana kar?? kya awam ki majority khud bhi munafiq ki definition per poori nahi utarti?? jo maar kha kha kar bhi bad-dyanti, be-zameeri aur be-hissi karti hai?? kya awam he corrupt aur munafiq type ki nahi jo sirf ek plate biryani .. haleem ya ek boti keliye apna iman aur vote bech deti hai?? kya awam ki jihalat wazeh nahi?? kya awam ba-shaoor hai?? NO,, Pakistan mein awam ki majority shaoor se utni he door hai jitna yahan se Sooraj.. kya awam ne in islam o pakistan dushmanon ko KHUDA nahi bana ke rakha howa?? ye sub chal raha hai,, so no vote and no support for any dajjali party

    6-kya in munafiq and so-called leaders ne hamesha isee dunya mein rehna hai?? inhen leader kehna lafz leader ki bad-tareen touheen hai.. sub mafad paraston ke toley hain.. awam khud bhi mafad parast tubhi ye haal ho raha hai

    7-Finally i will say as mentioned in THREAD ke jo bhi ISLAM aur PAKISTAN ke khelaf hai wo in sha ALLAH idher bhi zaleel hoga aur qayamat ke din bhi

    Aapka bht Shukriya ,, but yaad rahey ke GHEEBAT ke zumrey mein ye tehreer nahi Aati ,, kiun ke GHEEBAT ek alag cheez hai aur SHAR PASANDON ,, ISLAM I PAKISTAN DUSHMANON ka nifaq o munafiqat wazeh karna logon tak to bht bara jihad hai ,, jisey Aapne GHEEBAT keh dia..

    anyways,, khush rahen,, khushian banten,, fi amanILLAH

  6. #30
    Ivram is offline Advance Member
    Last Online
    31st January 2023 @ 09:49 PM
    Join Date
    30 Aug 2014
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    628
    Threads
    29
    Credits
    615
    Thanked
    26

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Thanks for concern,, Clear me one thing plz ,, ke Aap ne Aaj tak is Forum per mere kitney Articles parhey hain?? 2nd ye bataen ke kya wahan bhi Aap ne parh kar comment kia kabhi?? 3rd ye bataen ke is Thread mein aisa kya tha ke meri education per baat Aa gayi?? maana ke sakht alfaaz hain but end mein mention kia gaya hai ke KABHI KABHI AISA KARNA NA-GUZEER HO JATA HAI,, islam aur pakistan ke khelaf ye sub mil kar kaam kartey rahen aur awam bhi inhen poojti rahey?? kya hum apna jaez kaam bhi chorr den??

    apna khayal karen ke yoon to kayi meanings bantey hain,, Aap ne jis bhi lihaz se bola hai,, Shukriya,, baqi dekhi jaye gi ke kon kya hai aur ALLAH PAAK kis ke sath hain

    umeed hai Aap meri baat samjhen ge ,, jazakALLAH
    esa mien bhi kise ke bare mien bohat kuch likh ke aage islam ya pakistan laga don to wohee such nahi

    ye apki apni rayee hai ye pak ya islam ke bare mien hundred percent such likha to ye sirf apke rayee se nahi hoga dosron ka kehna bhi ek alag point of view deta hai us nazar se bhi dekhen ki pora pakistan kia soochta hai apki rayee apni jagah use dosro pe apply zabardasti nahi kia ja sakta dosrom ki raye len our uska ehtram bhi karen jesa log apka karte hai

  7. #31
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote Ivram said: View Post


    esa mien bhi kise ke bare mien bohat kuch likh ke aage islam ya pakistan laga don to wohee such nahi

    ye apki apni rayee hai ye pak ya islam ke bare mien hundred percent such likha to ye sirf apke rayee se nahi hoga dosron ka kehna bhi ek alag point of view deta hai us nazar se bhi dekhen ki pora pakistan kia soochta hai apki rayee apni jagah use dosro pe apply zabardasti nahi kia ja sakta dosrom ki raye len our uska ehtram bhi karen jesa log apka karte hai

    میں نے کبھی اپنی رائے کو زبردستی دوسروں پر مسلط نہیں کیا ۔۔ اور بلاول نامی بندے نے جو کچھ کہا تھا کلبھوشن یادیو پر ،، اسی بات پر میں نے یہ تھریڈ لکھا ۔۔ اوکے ۔۔ باقی ظاہر ہے ہر کسی کا اپنا نکتہ نظر ہے اور الحمداللہ احترام بھی کرتے ہیں لیکن اس تھریڈ میں جو لکھا گیا ،، ہے تو بہرحال سچ ۔۔ اب کوئی نہ مانے تو نہ مانے۔۔ باقی عمران ہاشمی صاحب کے کمینٹ پر میرا لمبا سا جواب پڑھنا چاہیں تو پڑھ لیجیے گا۔۔ اور اگر نہیں پڑھنا چاہیں تو کوئی جبر نہیں ۔۔ اور امید ہے اب اس ڈسکشن کو ختم کر دیں گے اور غیر ضروری کمینٹس نہیں کریں گے کیونکہ تھریڈ میں کہا گیا سب کچھ صحیح ہے جسکے ثبوت بھی موجود ہیں ۔۔ پلس میں نے باقی حضرات کو انکے کمینٹس پر مدلل و مفصل جوابات بھی دے دیے ہیں ۔۔ سو اس کے بعد کوئی مزید ڈسکشن کا مطلب بحث برائے بحث والا ہی ہے۔۔ السلام علیکم

  8. #32
    My Heaven's Avatar
    My Heaven is offline Advance Member
    Last Online
    22nd July 2021 @ 12:31 PM
    Join Date
    26 Nov 2010
    Location
    Kashmore
    Gender
    Male
    Posts
    2,805
    Threads
    306
    Credits
    7,621
    Thanked
    137

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    main Aapki niyat ya meri kher khuwahi per shak nahi kar raha ,, but kuch baten Aapko clear karna intehayi zuroori hain

    1-Zuban beshak bandey ko arsh ya farsh per laati hai but yahan mere thread per ye baat is liye lagoo nahi ki ja sakti because maine koi Gali nahi di ,, na koi Ghalt bayani ki ,, sirf HAQAIQ samney rakhey aur wo koi Jhutla nahi sakta, aur ISLAM O PAKISTAN ki mohabbat aur pyar mein aisa kia jo ke kisi trah bhi Ghalt nahi hai

    2-Maine aisa nahi kartey rehna tha as you said ,, han jub bht he zuroorat parrti tub kisi hadd tak karta jesa ke isee Thread mein kia .. but i will again say ke Aap ne mere is forum per kitney mazameen parhey howe hain??

    3- kya bilawal ne indian deshat gard ki phansi ki saza per mukhalifat nahi ki?? kiun ki?? mumtaz qadri ki baar ye sub jashan kiun mana rahey they?? aur aisey be-tahasha sawal hain but leave them

    4-bilawal ke protocol ki waja se ek choti si bachi mar nahi gayi thee?? kiun maar dia gaya usey?? aur phir uske walid ki zuban band karney keliye paison se usey khareed lia gaya?? in mein aur FIRHONON mein kya faraq hai?? kya deshat gardi sirf kisi ko goli ya bomb se maarna hai?? kya protocol ki waja se kisi ko ilaj na milney deney se wo mar jaey to ye qatal nahi hai??

    5-kya ye sub khuley munafiq nahi?? agar munafiq ko munafiq kehney se dara jaye ya ruka jaye to ahadees mein kiun munafiq ya nifaz ka ziker hai?? kya munafiq ko banda poojta rahey moortian bana kar?? kya awam ki majority khud bhi munafiq ki definition per poori nahi utarti?? jo maar kha kha kar bhi bad-dyanti, be-zameeri aur be-hissi karti hai?? kya awam he corrupt aur munafiq type ki nahi jo sirf ek plate biryani .. haleem ya ek boti keliye apna iman aur vote bech deti hai?? kya awam ki jihalat wazeh nahi?? kya awam ba-shaoor hai?? NO,, Pakistan mein awam ki majority shaoor se utni he door hai jitna yahan se Sooraj.. kya awam ne in islam o pakistan dushmanon ko KHUDA nahi bana ke rakha howa?? ye sub chal raha hai,, so no vote and no support for any dajjali party

    6-kya in munafiq and so-called leaders ne hamesha isee dunya mein rehna hai?? inhen leader kehna lafz leader ki bad-tareen touheen hai.. sub mafad paraston ke toley hain.. awam khud bhi mafad parast tubhi ye haal ho raha hai

    7-Finally i will say as mentioned in THREAD ke jo bhi ISLAM aur PAKISTAN ke khelaf hai wo in sha ALLAH idher bhi zaleel hoga aur qayamat ke din bhi

    Aapka bht Shukriya ,, but yaad rahey ke GHEEBAT ke zumrey mein ye tehreer nahi Aati ,, kiun ke GHEEBAT ek alag cheez hai aur SHAR PASANDON ,, ISLAM I PAKISTAN DUSHMANON ka nifaq o munafiqat wazeh karna logon tak to bht bara jihad hai ,, jisey Aapne GHEEBAT keh dia..

    anyways,, khush rahen,, khushian banten,, fi amanILLAH
    Brief krny k lye thankx allot ho sakta hai me ghalat hun bhai ek cheez puchna chahta hun k agr ap k ye sab kehny se pakistan k haalat badal skty hn to me aj hi apki party join krny ko tayyar hun kynki me bhi koi indian ya china se nahi pakistani hun. Aur rahi bat in k khilaf ya in k favour me articles likhny ki to ek sawal aur add karna chahunga k jab hamare mulk ki beti aur hamari behen Dr Aafia sidiqui ki tradey hui tab i think ap articles k lye pages dhond rhy thy. Tb ap ne ya phr 20 crore awam me se kisi ne kuch kyun nhi kaha. Bhi article likhna aur batein krna aasan hai. Aur haalat change krny k lye qadam uthana alag bt hai.
    Anyways batein kbhi khtm honi nhi ek topic k ek laakh se bhi ziada topics nikal aty hn. Phr bhi yhi kahunga k firaun har sadi aur nasal me ata hai aur is waqt in pakistan me firaun yhi log hn jinko na Aafia ki fiqar thi na hi mulk k ksi bhi shakhs ki. Yahan tak k ghareebo ko paisa dene k bajae london me ja kr chupae. O bhai kis kis ki bat kren. choro inko aur apny aur apni family ka future banao . keechar me jao gy to apny kapry khrab hongy . seedhy rasty ao aur seedhi rasty jao kbhi kaanty nhi lgengy. Ye naseehat hamesha mjhy mere father krty hn. .
    Anyways bhai Allah pak apko apki mehnat ki jaza e khair den
    JazakAllah

  9. #33
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote EmranHashmi said: View Post

    Brief krny k lye thankx allot ho sakta hai me ghalat hun bhai ek cheez puchna chahta hun k agr ap k ye sab kehny se pakistan k haalat badal skty hn to me aj hi apki party join krny ko tayyar hun kynki me bhi koi indian ya china se nahi pakistani hun. Aur rahi bat in k khilaf ya in k favour me articles likhny ki to ek sawal aur add karna chahunga k jab hamare mulk ki beti aur hamari behen Dr Aafia sidiqui ki tradey hui tab i think ap articles k lye pages dhond rhy thy. Tb ap ne ya phr 20 crore awam me se kisi ne kuch kyun nhi kaha. Bhi article likhna aur batein krna aasan hai. Aur haalat change krny k lye qadam uthana alag bt hai.
    Anyways batein kbhi khtm honi nhi ek topic k ek laakh se bhi ziada topics nikal aty hn. Phr bhi yhi kahunga k firaun har sadi aur nasal me ata hai aur is waqt in pakistan me firaun yhi log hn jinko na Aafia ki fiqar thi na hi mulk k ksi bhi shakhs ki. Yahan tak k ghareebo ko paisa dene k bajae london me ja kr chupae. O bhai kis kis ki bat kren. choro inko aur apny aur apni family ka future banao . keechar me jao gy to apny kapry khrab hongy . seedhy rasty ao aur seedhi rasty jao kbhi kaanty nhi lgengy. Ye naseehat hamesha mjhy mere father krty hn. .
    Anyways bhai Allah pak apko apki mehnat ki jaza e khair den
    JazakAllah
    Aameen,, Aapka bht Shukriya

    jinka naam Aap ne lia Aapko nahi ilm hum ne kis mumkin hadd tak unke liye likha, kaha aur bataya ,, but unke sath bhi na-insafi apney he logon ki janib se ki gayi ,, kher ab main us baat ko yahan likhna nahi chahta nahi to bht lambi ho jaegi ,, aur Aapke abu Aapko acha kehtey hain ,, mere abu jan bhi hamesha mujhe achi baten he kehtey they,, ALLAH PAAK unhen Jannat mein Aala maqam den ,, Aameen ,, but Aap mujhe shayd properly nahi jantey ya kisi hadd tak bhi nahi jantey ,, shayd Aap ne mere is forum per kuch Thread bhi nahi parhey isee liye meri Aaj tak ki poori mehnat aur views ka ilm nahi Aapko,, bahrhal,, future banana ya apney aur ghar walon keliye koshish karna HARAM nahi ,, but main jo kaam kar raha hoon us mein sub ko le kar chal raha hoon aur ALHUMDOLILLAH an-ginat logon ki nazar mein wo JIHAD he hai ,, BE-LOS kaam karna aur UMMAT ka sochna ,, fiker aur dard rakhna ,, kher ,, TEHREERI JIHAD samajh len ya jis trah ka bhi ,, baqi Aap keliye bhi dua hai ,, ALLAH PAAK Aapko khush rakhen ,, Aameen ,, fi amanILLAH

  10. #34
    My Heaven's Avatar
    My Heaven is offline Advance Member
    Last Online
    22nd July 2021 @ 12:31 PM
    Join Date
    26 Nov 2010
    Location
    Kashmore
    Gender
    Male
    Posts
    2,805
    Threads
    306
    Credits
    7,621
    Thanked
    137

    Default

    Quote Fasih ud Din said: View Post
    Aameen,, Aapka bht Shukriya

    jinka naam Aap ne lia Aapko nahi ilm hum ne kis mumkin hadd tak unke liye likha, kaha aur bataya ,, but unke sath bhi na-insafi apney he logon ki janib se ki gayi ,, kher ab main us baat ko yahan likhna nahi chahta nahi to bht lambi ho jaegi ,, aur Aapke abu Aapko acha kehtey hain ,, mere abu jan bhi hamesha mujhe achi baten he kehtey they,, ALLAH PAAK unhen Jannat mein Aala maqam den ,, Aameen ,, but Aap mujhe shayd properly nahi jantey ya kisi hadd tak bhi nahi jantey ,, shayd Aap ne mere is forum per kuch Thread bhi nahi parhey isee liye meri Aaj tak ki poori mehnat aur views ka ilm nahi Aapko,, bahrhal,, future banana ya apney aur ghar walon keliye koshish karna HARAM nahi ,, but main jo kaam kar raha hoon us mein sub ko le kar chal raha hoon aur ALHUMDOLILLAH an-ginat logon ki nazar mein wo JIHAD he hai ,, BE-LOS kaam karna aur UMMAT ka sochna ,, fiker aur dard rakhna ,, kher ,, TEHREERI JIHAD samajh len ya jis trah ka bhi ,, baqi Aap keliye bhi dua hai ,, ALLAH PAAK Aapko khush rakhen ,, Aameen ,, fi amanILLAH
    Allah pak ap k father ko jannat ul firdos me aala maqaam ata farmaen. God bless u bhai JazakAllah

  11. #35
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Default

    Quote EmranHashmi said: View Post

    Allah pak ap k father ko jannat ul firdos me aala maqaam ata farmaen. God bless u bhai JazakAllah
    Aameen,, khush rahen

  12. #36
    sonu86 is offline Senior Member+
    Last Online
    19th January 2024 @ 11:01 AM
    Join Date
    28 Dec 2009
    Location
    N.W.F.P Kohat
    Gender
    Male
    Posts
    102
    Threads
    2
    Credits
    959
    Thanked
    2

    Default

    جیسے ہم خود ہیں ویسے ہی ہمارے حکمران...


    Sent from my iPhone using ITDunya.Com

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Similar Threads

  1. naat kahan hain janab
    By atlantis2k in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 16th August 2018, 06:37 PM
  2. The Truth About BILAWAL BHUTTO ZARDARI
    By XoOaiL in forum Videos
    Replies: 17
    Last Post: 7th March 2010, 01:20 AM
  3. Replies: 17
    Last Post: 14th November 2009, 04:09 PM
  4. Replies: 5
    Last Post: 14th July 2009, 08:19 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •