Quote SajjadKhan84 said: View Post
Fahad Bhai aap to earning online section kafi arse se use kar rahe ho aap me pass kuch to amount hoga online wallets mai like perfect money & payza etc.... AGR hai to bata do I will help you....
jo b hota tha amount perfect money ore bitcoin ma woh me cash out karwa layta tha jald hi jab woh aata tha us k 1 din baad hi nikalwa layta tha e-cash.pk walo say, rakhta nahi tha, use kar dayta tha phir nikalwa kar aagay peechay kharch kar dayta tha....