Results 1 to 7 of 7

Thread: Maah e Ramadan ki Fazilat o Ahmiyat

  1. #1
    urdutotke is offline Junior Member
    Last Online
    10th June 2017 @ 11:40 PM
    Join Date
    16 Apr 2017
    Age
    29
    Gender
    Female
    Posts
    10
    Threads
    4
    Credits
    140
    Thanked: 1

    Default Maah e Ramadan ki Fazilat o Ahmiyat

    Ramadan ki Ehmiat Trimedhi aur Ibn e Maja mai:
    Hazrat Abu Hurairah R.A se riwayat hai ke Rasool Allah Peace Be Upon Him ne irshad farmaya ke: “Jab Ramzan ki pehli raat hoti hai to shyateen aur sarkish jannat qaid kardiye jate hain aur dozakh ke saare darwaze band kardiye jate hain, Phir is ka koi darwaza khula nahi rehta aur jannat aur jannat ke tamam darwaze khol diye jate hain phir is ka koi darwaza band nahi rehta aur Ailan karen wala (farishta) ye Ailan karta hai ke, Aye Bhai ( yani naiki o sawab) ke talabgar! (Allah ki taraf) mutawajja hoja aur ae burai ka irada rakhne wale! burai se baaz aja kiun ke Allah logon ko aag se azad karta hai (yani Allah is maah e mubarak ke waseele mai bohot logon ko aag se azad karta hai is liye hosakta hai ke to bhi in logon mai shamil hojae) aur ye Ailan (Ramzan ki) har raat mai hota hai.

  2. #2
    Huraira.'s Avatar
    Huraira. is offline Advance Member+
    Last Online
    20th September 2022 @ 12:30 AM
    Join Date
    24 Jan 2017
    Location
    Faisalabad
    Age
    24
    Gender
    Male
    Posts
    2,895
    Threads
    305
    Credits
    25,610
    Thanked
    479

    Default

    بیشک جزاک اللہ ماشاءاللہ

  3. #3
    fasifasi824's Avatar
    fasifasi824 is offline Advance Member
    Last Online
    28th January 2024 @ 07:02 PM
    Join Date
    05 Jan 2017
    Location
    phalia
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    896
    Threads
    66
    Credits
    11,596
    Thanked
    136

    Default

    mashallah

  4. #4
    Shayan SB's Avatar
    Shayan SB is offline Senior Member+
    Last Online
    26th March 2018 @ 12:23 PM
    Join Date
    26 Jan 2016
    Location
    FSD
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    3,167
    Threads
    80
    Credits
    17,469
    Thanked
    206

    Default

    بیشک جزاک اللہ

  5. #5
    urdutotke is offline Junior Member
    Last Online
    10th June 2017 @ 11:40 PM
    Join Date
    16 Apr 2017
    Age
    29
    Gender
    Female
    Posts
    10
    Threads
    4
    Credits
    140
    Thanked: 1

    Default

    Taraweeh dua with English and urdu Translation:
    Urdu Translation:
    Pak hai wo Allah jo mulk aur badshahat wala hai. Pak hai wo Allah jo izzat wala aur azmat wala aur heebat wala aur qudrat wala aur barai wala aur satoot wala hai, Pak hai wo Allah jo badshah hai zinda rehne wala kay na is ke liye need hai, aur na mout hai, wo be inteha pak aur be inteha muqaddas hai, hamara parwardigar aur farishton aur rooh ka parwardigar hai. Ilahi hamein aag se bachana aye bachane wale aye panah dene wale aye nijat dene wale.
    English Translation:
    Exalted is the possessor of the hidden and the manifiest dominion. Exalted is the posssessor of might, Greatness, Reverence, Power, Pride and Majesty. Exalted is the master, the Living, the one who neither sleeps nor dies. All perfect, All holy, Our lord and the Lord of the angels and the soul. Oh Allah, grant us refuge from the hellfire, O granter of refuge,O granter of refuge,O granter of refuge.

  6. #6
    dish network is offline Member
    Last Online
    6th March 2019 @ 11:12 AM
    Join Date
    14 Feb 2017
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    357
    Threads
    58
    Thanked
    33

    Default

    Nice

  7. #7
    yasirashraf1 is offline Advance Member
    Last Online
    29th June 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    16 Oct 2012
    Location
    islamabad
    Gender
    Male
    Posts
    1,570
    Threads
    41
    Thanked
    45

    Default

    Subhanallah

Similar Threads

  1. Ramadan 2013- Ramadan Sehr-o-Iftaar Timetable & Calendar(Karachi)
    By Net-Rider in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 14
    Last Post: 15th July 2013, 03:16 AM
  2. Replies: 13
    Last Post: 14th October 2012, 08:12 AM
  3. Replies: 7
    Last Post: 8th December 2011, 11:05 PM
  4. Replies: 3
    Last Post: 19th November 2009, 11:38 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •