Kya aapko apne New blog ya website ke liye free me forum chahiye? Agar aap ye nahi jante hain ki Forum kya hota hai to chaliye aaj hum vistaar se iske bare me samjhate hain, sath hi aaj hum ise apni website par lagana bhi seekhenge.Forum Kya Hai: Darasal yah website ka ek aisa place hota hai jaha users apas me ek dusare ke sath chat bana sakte hain. Iske sath hi agar kisi ko koi masla hai to visitors me koi senior uska solution de sakta hai.Hum sabhi jante hain k ek forumka ek blog ya website ke liye kya importance hai. Forum se hum apne visitors ki aur behtar tareeke se madad karsakte hain. Forum agar hai to yaha visitors apas me ek dusare se ek family ki tarah jud jate hain. Jisse yaha sawalon ke sahi ans aasani se mil jate hain.Website par Forum Q lagaye:Forum khas visitors ke liye hi fayademand nahi hota hai, ye website ke liye bhi bahut achha kaam karta hai. Jab koi visitor agar kisi masly kowebsite pardaalta hai to wah baar baar use open karta hai, agar uski masly hal hota hai to uska website se lagan bhi hotahai. Agar use kabhi fir se koi masla hota hai to pahle wo usi website par apni masly ko likhega. To isse kya result nikla?Ab aap zara dhyan de jo visitor hamari website pe baar baar aata hai wo ya to google.com par aapki website ka naam likhega, ya aapki website ka bookmark banayega, ya aapki website ke url ko address bar par dalega. Aiasa traffichamari website ke liye bahut hi achha hota hai.Asal me forum se Jude hue visitors hamari website ke returning visitors hote hain. Jo ki Hame bahut hi achhi quality ka traffic dete hain jise hum Organic traffickahte hai.Organic traffic hi hamri website ki rank ko tezi se upar lejatahai. Returning visitors Hame ek fixed traffic bhi dety hain. Matlab agar aap Koi New post dalte hain to in me se visitors hamare blog par truant aate hain. Aapko comment bhi aise visitors se aate hain.To dosto aapko samjh aa gaya hoga ki ek Forum hamari website ke liye kitna zaroorihai aur isse kya kya fayde ho sakte hain. Fayade to aur bhi bahut seho sakte hain. Chaliye ab kuch points me in fayado ko likh deta hoon.Forum se kya kya fayada hai:* Forum se visitors apas me achhe se bonded ho jate hain.* Forum se visitor, Returning visitor me convert ho sakta hai.* Sawal jawab ke karan visitors ko sahuliyat milti hai..* Forum se Organic traffic Badhta hai.* Foum hone se ranking me behtri ke chances jyada hote hain. Forum:Yun to forum ki service ke liye bahut saare Paise kharch karne pad jaate hain. Magar is duniya me Sab Kuch possible hai. Har cheez aapko FREE me mil sakti hai. To chaliye free me forum kaise lagate hain Ye hum step by step seekhte hain.Step 1:Sabse Pahle neeche diye Gaye url par click kare. Aur website par sign up kare.http://www.nabble.com Step 2:Url par click karne ke baad aapko website pe ek kuch aisa dikhayi dega jahaaapko Create free Forum par click karna hai.Step 3:Jab AapCreate Free forumpar click krenge to aapke samane ek form open hoga, jisme aapko apne aur apne forum ke bare me info bharni hogi.Form bhar jane ke baad me aapko ise ache se check karna hai. Ki aapne saari info sahi bhari hai ya nahi. Fir aapko create forum button par click karna hai.Step 4:Jab aapka Form bhar jayega tab aapke samne ek window open hogi. Jaha likha hoga “Aap apne email id ko open karke registration k conformation kare”. Ye aapke samne kuch aisa page khulega.Jab aapvemail id openkarke registration la conformation karenge tabhi aapko ek message dikhayi dega. Step 5:Jab aap continue par Click karenge tab aapke samane aapka forum open ho jayega. Ab aapko ise apne Blog ya website pe lagana hai. Ab aap is page par Optionspar click karege to aapke samne ek drop down menu open hoga, jisme aap ko Embedding options ko chunna hai.Yaad rakhna mobile browser ya phr chrome browse use karna 6:Embedding optionspar click karne ke baad aapke samne ek window open hoga, jisme ki kuch javascript code likha hoga.Apko bas is code ko sambhal ke rakhna hai. App is code ko kahi copy kar le aur save kar le. Ya aap is window ko abhi aisa hi khula rahne de. But mere hisab se aapko ise notpad me copy karke save kar lena chahiye.Ab aapka forum taiyar hai. Bas abis forum ko aapko apni website me laganeki der hai. Jo code aapne copy karke rakhahai wo aage kaam aayega. Chaliye ab ise website pe lagate hain.Forum Ko Webiste pe kaise lagayeosto, Aapne ab tak forum ko create kar liya hai chaliye ab iskoapni website par lagate hain. Main aapko step by step batata jaunga. Bas aap wahi kare jo main kar raha hoon.7:Ab aap sabse pahle apna Blogger ka account open kar le fir aap page par click kare.Pages par click karne ke baad aapko ek new page create karnahoga.Jab aap kanew page khulega tab aapko apne page editor me HTML ko select karna hai.Pahle aap apne page ka title dale, fir aap thodi der ke liye ruk jaye. Kuch der pahle aapne ek javascript code copy kiya tha aapko bas use yaha is arrow wali jagah par pastekarna hai. Paste kane ke baad aapko is page ko save kar dena hai.Step 8:Ab aap ka page save ho gaya hoga . But aapko isi page ko view karana hai.Jab aap View par click karenge to aapke samne apki website ka ek page open hoga. Ab Hum lagbhag har kaam kar chuke hain bas hame ab ise apne website ke menu me ise set karna hai. Iske liye hame iska url chahiye hoga. Jab aapne view par click kiya hoga tab aap pane browser ke address bar par click karke iska url le sakte hain.Aapko bas ise copy karna hai aur apne menu me set karna hai. Menu bar ki setting to aap karna hi jante honge.App logo ke blog me aaj se free forum ki service aaj se hi start ho gayi. Jab bhi koi Topic ya question aapko ya visitor ko puchna hai to aapko New Topic per click karna hai.Aapko di gayi maloomat acchi lage to share kare aur dusaro ki bhi help kare.
posted by NasarUlDin